veer zaara dialogues Lyrics - Veer Zaara

veer zaara dialogues Lyrics from Veer Zaara - This Romance,Love song is sung by Srk, Preity Zinta, Rani & song is composed by Madan Mohan, Sanjeev Kohli

Song Title: veer zaara dialogues
Movie: Veer Zaara
Singer(s): Srk, Preity Zinta, Rani
Lyricist(s):
Music By: Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Genre: Romance,Love
Music Label : YRF Music
Star Cast : Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee, Kirron Kher, Divya Dutta
Release Date : 2004-11-12


veer zaara dialogues Song Lyrics

1.SRK:-Main Qaidi No.786 Jail Ki Salakhon Se Baahir Dekhta Hoon Din,Mahiney,Saalon Ko Zat Main Badalte Dekhta Hoon...!!! 2.SRK to Preity Zinta:-Zaara main bohot hi seedha sada insaan hoon Seedhi baat karta hoon aur seedhi baat hi samajhta hoon.... Raste bhar main yehi sochta raha ke kisi tarah..... Kisi tarah aapko rok lunn.... Jane na doon aur aapse keh doon ke Aap mujhe bohot achi lagti hain aur Agar main bhi aapko kucg theek thaak lagta hoon to Hum dono shaadi kar lete hain........ Baaki ki zindagi bhi pichle do dino ki tarah hasi khush beet jayegi...... Aap soch rahi hongi ke ye sab baatien main Ab aapo kyun bata raha hoon......... Lekin firk mat kijiye hamare beech aisa koi rishta na kabhi tha Aur naa kabhie hoga...lekin haan.... Zindagi mein kahie bhi ek dost ki zaroorat ho to k bat yaad rakhna.. Sarhad paar ek aisa bhi shaks hai Jo tumhare liye apni jaan bhi de dega...!!! 3.SRK:-Us ek nadani ky saharye tu mei apni puri zindagi Jeenay wala hun...... Agar usko bhi mujh sy cheen leti tu yahan sy wapis kya ly ky jata..!!! 4.SRK:-mein nahi janta k muhabbat kya hai Han zaara k liye dil se ek dua zaror nikalti hai k is ke aankhon mein Kabhi anso na aye,ye hamsesha khush rahay Ab ager ye muhabbat hai tu muhabbat he sahi...!!! 5.SRK:-Meray bauji kehte hain.... Sachi muhabbat zindagi may sirf ik bar hoti hay Aue koi bhagwan ya khuda usay nakamyab nahi kartay Ab dekhna yeh hay kay meri muhabbat khuda ki nazar may Kitni sachi hay..!!! 6.SRK:-Is Mitti Se Mere Baboji K Khaito Ki Khusbu Ati Hai Yeh Dhoop Mere Mathay Ki Thandi Chhaa Yaad Dilati Hai 7.SRK:-Yeh Baarish Mere Saavan Ki Jholoon K Sang Laati Hai Yeh Sardi Mere Lodi Ki Dil Ki Aag Sulagti Jaati Hai 8.Woh Kehtay Hain Yeh Tera Des Nahi Phir Kyo Mere Des Jaisa Lagta Hai 7.SRK:-Mai Qaidi No.786 Jail Ki Salakhon Se Baahir Dekhta Hoon Sapno Ke Gaaon Se Utri Ek Nanni Pari Ko Dekhta Hoon 8.SRK:-Kehti Hai Khud Ko Saamiya Aur Mujhko Navi Bulaati Hai Hai Bilkul Begani Par Apno Si Woh Lagti Hai 9.SRK:-Uski Sachi Baaton Se Phir Jeenay Ko Mann Karta Hai Uski Kasmo Waadon Se Kuch Karne Ka Mann Karta Hai 10.SRK:-Woh Kehtay Hain Ke Woh Koi Nahi Hai Phir Kyo Woh Mere Liye Dunaya Se Larti Hai 11.SRK:-Woh Kehtey Hain Main Us Jaisa Nahi Par Kyo Mujh Jaisa Woh Lagta Hai 12.SRK:-Mai Qaidi No.786 Jail Ki Salakhon Se Baahir Dekhta Hoon Apne Gaoon K Rangon Main Lipti Ek Nayi Zaara Ko Dekhta Hoon 13.SRK:-Mere Khwabon Ko Poora Karti Khud K Khwaab Bhool Chuki Hai Woh Mere Logon Ki Saiwa Karte karte Apne Logo Ko Chor Chuki Hai Woh 14.SRK:-Uska Daaman Ab Khushiyon Se Bharne Ko Dil Karta Hai Uske Liye Ek Aur Zindagi Jeenay Ko Jee Karta Hai 15.SRK:-Woh Kehtay Hain Mera Des Uska Nahi Phir Kyo Mere Ghar Woh Rehti Hai


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Main Qaidi Number 786 Shahrukh Khan
Do Pal Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aaya Tere Dar Par Ahmed Hussain, Javed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd. Vakil
Do Pal Ruka Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aisa Desh Hai Mera Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Pritha Majumdar, Udit Narayan
Main Yahan Hoon Udit Narayan
Lodi Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tere Liye Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod
Kyun Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai Lata Mangeshkar
Main Yahaan Hoon Udit Narayan
Kyon Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Tere Liye, Tere Liye Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Ham To Bhai Jaise Hain Lata Mangeshkar
Ye Hum Aa Gaye Hain Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tum Paas Aa Rahe Ho Lata Mangeshkar, Jagjit Singh