Main Yahaan Hoon Lyrics - Veer Zaara

Main Yahaan Hoon Lyrics from Veer Zaara - This Love song is sung by Udit Narayan & song is composed by Madan Mohan, Sanjeev Kohli

Song Title: Main Yahaan Hoon
Movie: Veer Zaara
Singer(s): Udit Narayan
Lyricist(s):
Music By: Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Genre: Love
Music Label : YRF Music
Star Cast : Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee, Kirron Kher, Divya Dutta
Release Date : 2004-11-12


Main Yahaan Hoon Song Lyrics

Jaanam, Dekh Lo, Mit Gayi Dooriyaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan.. (Jaanam, Dekh Lo, Mit Gayi Dooriyaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan) 2 Kaisi, Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Tum Chhupa Na Sakogi Main Woh Raaz Hoon Tum Bhoola Na Sakogi Woh Andaaz Hoon Goonjta Hoon Jo Dil Mein Toh Hairaan Ho Kyun Main Tumhaare Hi Dil Ki Toh Awaaz Hoon Sun Sako, Toh Suno, Dhadkanon Ki Zabaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Kaisi, Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Main Hi Main Ab Tumhaare Khayaalon Mein Hoon Main Jawaabon Mein Hoon, Main Sawaalon Mein Hoon Main Tumhaare Har Ek Khwaab Mein Hoon Basa Main Tumhaari Nazar Ke Ujaalon Mein Hoon Dekhti, Ho Mujhe, Dekhti Ho Jahaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Jaanam, Dekh Lo, Mit Gayi Dooriyaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
veer zaara dialogues Srk, Preity Zinta, Rani
Main Qaidi Number 786 Shahrukh Khan
Do Pal Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aaya Tere Dar Par Ahmed Hussain, Javed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd. Vakil
Do Pal Ruka Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aisa Desh Hai Mera Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Pritha Majumdar, Udit Narayan
Main Yahan Hoon Udit Narayan
Lodi Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tere Liye Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod
Kyun Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai Lata Mangeshkar
Kyon Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Tere Liye, Tere Liye Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Ham To Bhai Jaise Hain Lata Mangeshkar
Ye Hum Aa Gaye Hain Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tum Paas Aa Rahe Ho Lata Mangeshkar, Jagjit Singh