Main Qaidi Number 786 Lyrics - Veer Zaara

Main Qaidi Number 786 Lyrics from Veer Zaara - This song is sung by Shahrukh Khan & song is composed by Madan Mohan, Sanjeev Kohli

Song Title: Main Qaidi Number 786
Movie: Veer Zaara
Singer(s): Shahrukh Khan
Lyricist(s):
Music By: Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Genre:
Music Label : YRF Music
Star Cast : Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee, Kirron Kher, Divya Dutta
Release Date : 2004-11-12


Main Qaidi Number 786 Song Lyrics

Mein Kedi Number 786 Jail Ki Salakhon Se Bahar Dekh Ta Hoon. Din, Mahinein, Saloon Ko, Yug Mein Badal Te Dekh Ta Hoon. Is Miti Se Mere Bauji Ki Kheton Ki Khushbu Ati Hai Yeh Dhoop Meri Matti Ki Thandi Chaas Yaad Dilati Hai Yeh Barish Mere Sawaan Ke Jhoolon Ko Sang Sang Lati Hai Yeh Saardi Meri Lodi Ki Aag Sikh Ke Jati Hai Woh Kehta Hai Yeh Tera Desh Nahi Phir Kyun Mere Des Jaisa Lagta Hai Woh Kheta Hai Mein Us Jaisa Nahi Phir Kyun Mujh Jaisa Woh Lagta Hai Mein Kedi Number 786 Jail Ki Salakhon Se Bahar Dekh Ta Hoon Sapno Ke Gawn Se Utri Ek Nani Pari Ko Dekh Ta Hoon Kehti Hai Khud Ko Saamiya Aur Mujh Ko Veer Bulati Hai Hai Bilkul Begani Paar Apno Si Zid Woh Karti Hai Uski Sachi Baaton Se Phir Jeene Ko Maan Karta Hai Uske Kaasmon Vado Se Kuch Karne Ko Maan Karta Hai Mein Kedi Number 786 Jail Ki Salakhon Se Bahar Dekh Ta Hoon Mere Gawn Ke Raango Mein Lipti Ek Nayi Zaara Ko Dekhta Hoon Mere Khwabon Ko Pura Karte Khud Ke Khwab Bhool Chuki Hai Woh Mere Logo Ki Sewa Karte Apne Logo Ko Chor Chuki Hai Woh Uska Daaman Aab Khushion Se Bharne Ko Jee Karta Hai Uske Leya Ek Aur Zindagi Jeene Ko Jee Karta Hai Woh Khete Hai Ke Mein, Mera Desh Uska Nahi Phir Kyun Mere Ghar Woh Rehti Hai Woh Kehte Hai Ke Mein Us Jaisa Nahi Phir Kyun Mujh Jaisi Woh Lagti Hai Mein Kedi Number 786 Jail Ki Salakhon Se Bahar Dekh Ta Hoon Woh Khete Hai Ko Woh Koi Nahi Teri Phir Kyun Mere Liye Dunya Se Woh Larti Hai Woh Khwta Hai Ke Mein Us Jaisa Nahi Phir Kyun Mujh Jaisi Woh Lagti Hai


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
veer zaara dialogues Srk, Preity Zinta, Rani
Do Pal Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aaya Tere Dar Par Ahmed Hussain, Javed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd. Vakil
Do Pal Ruka Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aisa Desh Hai Mera Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Pritha Majumdar, Udit Narayan
Main Yahan Hoon Udit Narayan
Lodi Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tere Liye Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod
Kyun Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai Lata Mangeshkar
Main Yahaan Hoon Udit Narayan
Kyon Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Tere Liye, Tere Liye Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Ham To Bhai Jaise Hain Lata Mangeshkar
Ye Hum Aa Gaye Hain Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tum Paas Aa Rahe Ho Lata Mangeshkar, Jagjit Singh