Tere Liye Lyrics - Veer Zaara

Tere Liye Lyrics from Veer Zaara - This Sad song is sung by Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod & written by Javed Akhtar. song is composed by Madan Mohan, Sanjeev Kohli

Song Title: Tere Liye
Movie: Veer Zaara
Singer(s): Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod
Lyricist(s): Javed Akhtar
Music By: Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Genre: Sad
Music Label : YRF Music
Star Cast : Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee, Kirron Kher, Divya Dutta
Release Date : 2004-11-12


Tere Liye Song Lyrics

--MALE-- Tere liye hum hain jiye honton ko siye --FEMALE-- Tere liye hum hain jiye har aansu piye --MALE-- Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye --FEMALE-- Tere liye hum hain jiye har aansu piye --MALE-- Tere liye hum hain jiye honton ko siye --FEMALE-- Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye re Aah aah aah, aah aah aah --MALE-- Zindagi leke aayi hai beete dinon ki kitaab - 2 Ghere hain ab hamein yaadein bemisaal --FEMALE-- Bin poochhe mile mujhe kitne saare jawaab Chaaha tha kya, paaya hai kya humne dekhiye --MALE-- Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye --FEMALE-- Kya kahoon duniya ne kiya mujhse kaisa bair - 2 Hukum ka main jiyoon lekin tere begair --MALE-- Naadaan hain voh kehte hai jo mere liye tum ho gair Kitne sitam hum pe sanam logon ne kiye --FEMALE-- Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye --MALE-- Tere liye hum hain jiye honton ko siye --FEMALE-- Tere liye hum hain jiye har aansu piye --BOTH-- Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye --MALE-- Tere liye --FEMALE-- Tere liye --MALE-- Tere liye --FEMALE-- Tere liye


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
veer zaara dialogues Srk, Preity Zinta, Rani
Main Qaidi Number 786 Shahrukh Khan
Do Pal Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aaya Tere Dar Par Ahmed Hussain, Javed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd. Vakil
Do Pal Ruka Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aisa Desh Hai Mera Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Pritha Majumdar, Udit Narayan
Main Yahan Hoon Udit Narayan
Lodi Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Kyun Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai Lata Mangeshkar
Main Yahaan Hoon Udit Narayan
Kyon Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Tere Liye, Tere Liye Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Ham To Bhai Jaise Hain Lata Mangeshkar
Ye Hum Aa Gaye Hain Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tum Paas Aa Rahe Ho Lata Mangeshkar, Jagjit Singh