Do Pal Lyrics - Veer Zaara

Do Pal Lyrics from Veer Zaara - This Sad song is sung by Lata Mangeshkar, Sonu Nigam & written by Javed Akhtar. song is composed by Madan Mohan, Sanjeev Kohli

Song Title: Do Pal
Movie: Veer Zaara
Singer(s): Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Lyricist(s): Javed Akhtar
Music By: Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Genre: Sad
Music Label : YRF Music
Star Cast : Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee, Kirron Kher, Divya Dutta
Release Date : 2004-11-12


Do Pal Song Lyrics

--FEMALE-- Aah aah aah, aah aah aah --MALE-- Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --FEMALE-- Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --MALE-- Aur phir chal diye tum kahan hum kahan Tum the ke thi koi ujli kiran Tum the ya koi kali muskaayi thi --FEMALE-- Tum the ya sapnon ka tha saawan Tum the ke khushiyon ki ghata chhaayi thi --MALE-- Tum the ke tha koi phool khila --FEMALE-- Tum the ya mila tha mujhe naya jahan --MALE-- Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --FEMALE-- Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --MALE-- Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --FEMALE-- Aah aah, aah aah, aah aah, aah aah, aah aah --MALE-- Tum the ya khushboo hawaaon mein thi Tum the ya rang saari dishaaon mein the --FEMALE-- Tum the ya roshni raahon mein thi Tum the ya geet gunje fizaaon mein thi --MALE-- Tum the mile ya mili thi manzilein --FEMALE-- Tum the ke tha jaadoo bhara koi sama --MALE-- Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --FEMALE-- Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --MALE-- Aur phir chal diye tum kahan hum kahan --FEMALE-- Aur phir chal diye tum kahan hum kahan


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
veer zaara dialogues Srk, Preity Zinta, Rani
Main Qaidi Number 786 Shahrukh Khan
Aaya Tere Dar Par Ahmed Hussain, Javed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd. Vakil
Do Pal Ruka Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Aisa Desh Hai Mera Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Pritha Majumdar, Udit Narayan
Main Yahan Hoon Udit Narayan
Lodi Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tere Liye Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod
Kyun Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai Lata Mangeshkar
Main Yahaan Hoon Udit Narayan
Kyon Hawa Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Tere Liye, Tere Liye Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Ham To Bhai Jaise Hain Lata Mangeshkar
Ye Hum Aa Gaye Hain Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Tum Paas Aa Rahe Ho Lata Mangeshkar, Jagjit Singh