Song Title: Khayal O Khwaab Hua
Movie: Talaash (2014)
Singer(s): Ghanshyam Vaswani
Lyricist(s):
Music By: Ghanshyam Vaswani
Genre: Sad
Music Label : Worldwide Records
Star Cast :
Release Date : 2014-08-11
Khayal O Khwaab Hua Song Lyrics
Khayal o khwaab hua kahan laau use Khayal o khwaab hua kahan laau use Woh fasla hai ke sdiyon chalu to paau use Khayal o khwaab hua kahan laau use.. Woh sangdil hai to wo jaane bewafa main bhi Woh sangdil hai to wo jaane bewafa main bhi Main bhool jaau to mumkin hai yad aau use Khayal o khwaab hua kahan laau use.. Meri garib mohabbat ke paas kuchh bhi nahi Meri garib mohabbat ke paas kuchh bhi nahi Woh khwaab dekh raha ho to kya jagaau use Khayal o khwaab hua kahan laau use.. Woh yun mila ki bichhad ka ab sawal nahi Woh yun mila ki bichhad ka ab sawal nahi Main kya bahana banakar gale lagaau use Khayal o khwaab hua kahan laau use Woh fasla hai ke sdiyon chalu to paau use Khayal o khwaab hua kahan laau use..
More lyrics from Talaash (2014) Album
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Mitti Ka Khilona | Ghanshyam Vaswani |
| Agar Talaash Karoon | Ghanshyam Vaswani |
| Apni Apni Seemaon Ka | Ghanshyam Vaswani |
| Koi Kisi Se Dur Hai | Ghanshyam Vaswani |
| Ajnabi Ban Jaayen | Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani |
| Shamm E Dil | Ghanshyam Vaswani |
| Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai | Ghanshyam Vaswani |
| Chot Woh Khai Hai | Ghanshyam Vaswani |