Song Title: Agar Talaash Karoon
Movie: Talaash (2014)
Singer(s): Ghanshyam Vaswani
Lyricist(s):
Music By: Ghanshyam Vaswani
Genre: Sad
Music Label : Worldwide Records
Star Cast :
Release Date : 2014-08-11
Agar Talaash Karoon Song Lyrics
Agar talaash karoon koi mil hi jaayega Agar talaash karoon koi mil hi jaayega Magar tumhari taraha kon mujhko chahega Agar talaash karoon koi mil hi jaayega.. Tumhe zaroor koi chahato se dekhega Tumhe zaroor koi chahato se dekhega Magar wo aankhe hamari kaha se laayega Magar tumhari taraha kon mujhko chahega Agar talaash karoon koi mil hi jaayega.. Tumhare saath yeh mausam bada suhana lage Tumhare saath yeh mausam bada suhana lage Tumhare saath yeh mausam bada suhana lage Tumhare baad yeh mausam bahut satayega Magar tumhari taraha kon mujhko chahega Agar talaash karoon koi mil hi jaayega.. Main apni raah mein deewar banke baitha hun Main apni raah mein deewar banke baitha hun Agar wo aaya to kis raaste se aayega Magar tumhari taraha kon mujhko chahega Agar talaash karoon koi mil hi jaayega..
More lyrics from Talaash (2014) Album
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Mitti Ka Khilona | Ghanshyam Vaswani |
| Apni Apni Seemaon Ka | Ghanshyam Vaswani |
| Koi Kisi Se Dur Hai | Ghanshyam Vaswani |
| Ajnabi Ban Jaayen | Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani |
| Shamm E Dil | Ghanshyam Vaswani |
| Khayal O Khwaab Hua | Ghanshyam Vaswani |
| Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai | Ghanshyam Vaswani |
| Chot Woh Khai Hai | Ghanshyam Vaswani |