Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai Lyrics - Talaash (2014)

Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai Lyrics from Talaash (2014) - This Sad song is sung by Ghanshyam Vaswani & song is composed by Ghanshyam Vaswani

Song Title: Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai
Movie: Talaash (2014)
Singer(s): Ghanshyam Vaswani
Lyricist(s):
Music By: Ghanshyam Vaswani
Genre: Sad
Music Label : Worldwide Records
Star Cast :
Release Date : 2014-08-11


Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai Song Lyrics

Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai Jahan par main aqsar sataya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai... Na chingariyaa hai na aatish na shola Main jalawo se tere jalaya gaya hun Na chingariyaa hai na aatish na shola Main jalawo se tere jalaya gaya hun Mere haal e wehshat pe aye hasane walo Mere haal e wehshat pe aye hasane walo Main aisa nahi tha banaya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun Kahi mera dilbar khafa ho na jaaye Lage na wafao ke daman pe dhabba Kahi mera dilbar khafa ho na jaaye Lage na wafao ke daman pe dhabba Kahi mera dilbar khafa ho na jaaye Lage na wafao ke daman pe dhabba Khuda ke liye mere aansu na pochho Khuda ke liye mere aansu na pochho Main roya nahi tha rulaaya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun... Yakee to hai shayad zamana ke andar Koi mujhsa tqdeerwala nahi hai Yakee to hai shayad zamana ke andar Koi mujhsa tqdeerwala nahi hai Jahan secado muqddar bane hai Jahan secado muqddar bane hai Naseem us jagah mein mitaya gaya hun Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai Jahan par main aqsar sataya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun...


More lyrics from Album

Lyrics Singer
Mitti Ka Khilona Ghanshyam Vaswani
Agar Talaash Karoon Ghanshyam Vaswani
Apni Apni Seemaon Ka Ghanshyam Vaswani
Koi Kisi Se Dur Hai Ghanshyam Vaswani
Ajnabi Ban Jaayen Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani
Shamm E Dil Ghanshyam Vaswani
Khayal O Khwaab Hua Ghanshyam Vaswani
Chot Woh Khai Hai Ghanshyam Vaswani