Apni Apni Seemaon Ka Lyrics - Talaash (2014)

Apni Apni Seemaon Ka Lyrics from Talaash (2014) - This Sad song is sung by Ghanshyam Vaswani & song is composed by Ghanshyam Vaswani

Song Title: Apni Apni Seemaon Ka
Movie: Talaash (2014)
Singer(s): Ghanshyam Vaswani
Lyricist(s):
Music By: Ghanshyam Vaswani
Genre: Sad
Music Label : Worldwide Records
Star Cast :
Release Date : 2014-08-11


Apni Apni Seemaon Ka Song Lyrics

Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Utana hi duniya ko samjha Utana hi duniya ko samjha Jitna khud ko jaana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.. Apne aap se pyaar hai jisko Pyaari hai har sheh usko Apne aap se pyaar hai jisko Pyaari hai har sheh usko Itani baat hai sacha hai baaki Itani baat hai sacha hai baaki Jo kuchh hai afasana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.. Roz naya dard roaz nayi shab Bit gaya so bit gaya Roz naya dard roaz nayi shab Bit gaya so bit gaya Roz naya kuchh khone ko hai Roz naya kuchh pana hai Roz naya kuchh khone ko hai Roz naya kuchh pana hai Utana hi duniya ko samjha Utana hi duniya ko samjha Jitna khud ko jaana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.. Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna Ek kahani hai jo sabko Ek kahani hai jo sabko alag alag dohrana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai..


More lyrics from Album

Lyrics Singer
Mitti Ka Khilona Ghanshyam Vaswani
Agar Talaash Karoon Ghanshyam Vaswani
Koi Kisi Se Dur Hai Ghanshyam Vaswani
Ajnabi Ban Jaayen Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani
Shamm E Dil Ghanshyam Vaswani
Khayal O Khwaab Hua Ghanshyam Vaswani
Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai Ghanshyam Vaswani
Chot Woh Khai Hai Ghanshyam Vaswani