Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Lyrics - Hum Saath Saath Hain

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Lyrics from Hum Saath Saath Hain - This Happy song is sung by Hariharan & song is composed by Raam Laxman and is picturized on Salman Khan, Karishma Kapoor, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Mohnish Behl, Tabu.

Song Title: Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai
Movie: Hum Saath Saath Hain
Singer(s): Hariharan
Lyricist(s):
Music By: Raam Laxman
Genre: Happy
Music Label : Saregama-HMV
Star Cast : Salman Khan, Karishma Kapoor, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Mohnish Behl
Release Date : 1999-11-05


Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Song Lyrics

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai, Hai Magar Phir Bhi Anjaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai... Janmdaata Hai Jo, Naam Jinse Mila, Thamkar Jinki Ungli Hai Bachpan Chala, Kaandhe Par Baithke, Jinke Dekha Jahaan, Gyan Jinse Mila, Kya Bura Kya Bhala, Itne Upkaar Hain Kya Kahen, Yeh Bataana Na Aasaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai... Janam Deti Hai Jo, Maa Jise Jag Kahe, Apni Santaan Mein, Pran Jiske Rahe, Loriyan Hothon Par, Sapne Bunti Nazar, Neend Jo Vaar De, Hanske Har Dukh Sahe, Mamta Ke Roop Mein Hai Prabhu, Aapse Paaya Vardaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai... Aapke Khwab Hum, Aaj Hokar Jawaan, Us Param Shakti Se Karte Hain Prarthna, Unki Chhaya Rahe, Rehti Duniya Talak, Ek Pal Reh Sake Hum Na Jinke Bina, Aap Dono Salaamat Rahe, Sabke Dil Mein Yeh Armaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai, Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai...


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Abcdefghi I Love You Hariharan, Hema Sardesai, Saif Ali Khan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Mhare Hiwda Me Nache Mor Tak Thaiya Thaiya Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kumar Sanu, Udit Narayan
Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Narayan
Sunoji Dulhan Ek Baat Sunoji Kavita Krishnamurthy, Pratima Rao, Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam, Udit Narayan
Mhare Hiwda Mein Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Nara
Phulo Me Khushbu Hai, Iss Dil Me Ek Too Hai Hariharan, Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Udit Narayan, Kavita Krishnamur
Mahre Hiwda Mein Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurti, Kumar Sanu, Udit Naray
Maiyya Yashoda Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurti
ABCDEFGHI Hariharan, Hema Sardesai, Saif Ali, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Phoolon Mein Khushboo Hai Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Nara
Sunojee Dulhan Ek Bat Sunojee Pratima Rao, Roop Kumar Rathod
Chhote Chhote Bhayiyo Ke Bade Bhaiya Kumar Sanu, Udit Narayan
Yeh Toh Sach Hai Kee Bhagwan Hai Ghansham Vaswani, Hariharan, Pratima Rao, Santosh Tiwari
Maiyya Yashoda Ye Tera Kanhaiyya Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy
Maiyya Yashoda Yeh Teraa Kanhaiyya Alka Yagnik, Anuradha Paudwal