Maiyya Yashoda Yeh Teraa Kanhaiyya Lyrics - Hum Saath Saath Hain

Maiyya Yashoda Yeh Teraa Kanhaiyya Lyrics from Hum Saath Saath Hain - This song is sung by Alka Yagnik, Anuradha Paudwal & written by Kiran R. song is composed by Raam Laxman

Song Title: Maiyya Yashoda Yeh Teraa Kanhaiyya
Movie: Hum Saath Saath Hain
Singer(s): Alka Yagnik, Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Kiran R
Music By: Raam Laxman
Genre:
Music Label : Saregama-HMV
Star Cast : Salman Khan, Karishma Kapoor, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Mohnish Behl
Release Date : 1999-11-05


Maiyya Yashoda Yeh Teraa Kanhaiyya Song Lyrics

maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya - (2) panghat pe meree pakde hai baiyyan tang mujhe karta hai sang mere ladta hay ramjee kee kripa se mai bachee - (2) ramjee kee kripa se maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya panghat pe meree pakde hai baiyyan tang mujhe karta hai sang mere ladta hay ramjee kee kripa se mai bachee - (2) ramjee kee kripa se gokul kee galiyo me jamuna kinare woh toh hai kankaniya chhup chhupke mare natkhat adaye surat hai bholee holee me meree bhigaye woh cholee baiyyan naa chhode, kalaiyya marode - (2) paiyyan padu phir bhee pichha naa chhode mithi mithi baton me mujhko phasaye hay ramjee kee kripa se mai bachee - (2) ramjee kee kripa se jab jab bajaye mohan muraliya chhan chhan chhanakti hai meree payaliya neinon se jab woh kare chhedkhanee dil thame reh jaye prem divanee sadh budh gawayee, ninde udayee - (2) jo karne baithee thee woh kar naa payee badee mushkil se dil ko sambhala hay ramjee kee kripa se mai bachee - (2) ramjee kee kripa se gokul kaa kanah re dil me samaya mai bhagyashali inhein maine paya mana kee sabke hain yeh kanhaiyya kehlayenge bas tumhare hee maiyya pyara piya haim tumne diya hai - (2) mamta ke aanchal me hamko liya hai charno me tere o ma hamko rehna hai ramjee kee kripa se han jee han - (2) ramjee kee kripa se


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Abcdefghi I Love You Hariharan, Hema Sardesai, Saif Ali Khan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Mhare Hiwda Me Nache Mor Tak Thaiya Thaiya Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kumar Sanu, Udit Narayan
Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Narayan
Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Hariharan
Sunoji Dulhan Ek Baat Sunoji Kavita Krishnamurthy, Pratima Rao, Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam, Udit Narayan
Mhare Hiwda Mein Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Nara
Phulo Me Khushbu Hai, Iss Dil Me Ek Too Hai Hariharan, Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Udit Narayan, Kavita Krishnamur
Mahre Hiwda Mein Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurti, Kumar Sanu, Udit Naray
Maiyya Yashoda Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurti
ABCDEFGHI Hariharan, Hema Sardesai, Saif Ali, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Phoolon Mein Khushboo Hai Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Nara
Sunojee Dulhan Ek Bat Sunojee Pratima Rao, Roop Kumar Rathod
Chhote Chhote Bhayiyo Ke Bade Bhaiya Kumar Sanu, Udit Narayan
Yeh Toh Sach Hai Kee Bhagwan Hai Ghansham Vaswani, Hariharan, Pratima Rao, Santosh Tiwari
Maiyya Yashoda Ye Tera Kanhaiyya Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy