Yeh Pyar Lyrics - Indian

Yeh Pyar Lyrics from Indian - This Love song is sung by Richa Sharma, Sunidhi Chauhan & written by Anand Bakshi. song is composed by Anand Raj Anand, Anand Raaj Anand

Song Title: Yeh Pyar
Movie: Indian
Singer(s): Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Anand Bakshi
Music By: Anand Raj Anand, Anand Raaj Anand
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Sunny Deol, Shilpa Shetty
Release Date : 2001-01-01


Yeh Pyar Song Lyrics

--FEMALE 1-- Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka --FEMALE 2-- Na pyar se bach saka dil kisi ka --FEMALE 1-- Hona hai, hona hai, pyar kabhi to hona hai --FEMALE 2-- Khona hai, khona hai, dil kabhi to khona hai --FEMALE 1-- Tadapna hai, tarasna hai, aakhir pyar to karna hai Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2 --FEMALE 2-- Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka --FEMALE 1-- Na pyar se bach saka dil kisi ka Band rekhar yeh zabaan karti hai baatein yahan - 2 --FEMALE 2-- Haan, badi hi mushkil se kat ti hai raatein yahan Band rekhar yeh zabaan karti hai baatein yahan Haan, badi hi mushkil se kat ti hai raatein yahan Kya anjaam se darrna hai, aakhir pyar to karna hai --FEMALE 1-- Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2 Pyar mein hain mastiyaan, mast ho jaa pyar mein - 2 Jo mazaa ikraar mein, voh kahan inkaar mein --FEMALE 2-- Pyar mein hain mastiyaan, mast ho jaa pyar mein Jo mazaa ikraar mein, voh kahan inkaar mein --FEMALE 1-- Itna kyoon sisakna hai, aakhir pyar to karna hai Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2 --FEMALE 2-- Dard bhi mil jaaye to hain ganwaara pyar mein - 2 Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein --FEMALE 1-- Dard bhi mil jaaye to hain ganwaara pyar mein Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein Kyoon kar aahe bharna hai, aakhir pyar to karna hai Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2 Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka --FEMALE 2-- Na pyar se bach saka dil kisi ka --FEMALE 1-- Hona hai, hona hai, pyar kabhi to hona hai --FEMALE 2-- Khona hai, khona hai, dil kabhi to khona hai --FEMALE 1-- Tadapna hai, tarasna hai, aakhir pyar to karna hai Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Rab Di Kasam Alka Yagnik, Udit Narayan
Watanwalo Watan Na Bech Dena Roop Kumar Rathod
Jana Tujhe Jana Toh Jana Maine Yeh Abhijeet, Sadhana Sargam
Deewani Main Ho Gayi Alka Yagnik, Shaan
Yeh Pyar Hai Ek Nasha Jindagee Kaa Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Watan Waalon Roop Kumar Rathod
Rab Dee Kasam Alka Yagnik, Udit Narayan
Jaana Maine Abhijeet, Sadhna Sargam
Divana Mai Na Tha, Divana Ban Gaya Shaan, Alka Yagnik
Thath Nawabee Bat Nawabee Alka Yagnik, Anand Raj Anand
Thaath Nawaabi Alka Yagnik, Anand Raj Anand