Yeh Pyar Hai Ek Nasha Jindagee Kaa Lyrics - Indian

Yeh Pyar Hai Ek Nasha Jindagee Kaa Lyrics from Indian - This song is sung by Richa Sharma, Sunidhi Chauhan & written by Anand Bakshi. song is composed by Anand Raj Anand, Anand Raaj Anand

Song Title: Yeh Pyar Hai Ek Nasha Jindagee Kaa
Movie: Indian
Singer(s): Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Anand Bakshi
Music By: Anand Raj Anand, Anand Raaj Anand
Genre:
Music Label :
Star Cast : Sunny Deol, Shilpa Shetty
Release Date : 2001-01-01


Yeh Pyar Hai Ek Nasha Jindagee Kaa Song Lyrics

yeh pyar hai ek nasha jindagee kaa na pyar se bach saka dil kisika hona hai, hona hai, pyar kabhee toh hona hai khona hai, khona hai, dil kabhee toh khona hai tadapna hai, tarsana hai, akhir pyar toh karna hai hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2) yeh pyar hai ek nasha jindagee kaa na pyar se bach saka dil kisika band rekhar yeh jaban karatee hai baate yaha - (2) ha badee hee mushkil se katatee hai raten yaha band rekhar yeh jaban karatee hai baate yaha ha badee hee mushkil se katatee hai raten yaha kya anjam se darna hai, akhir pyar toh karna hai hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2) pyar me hain mastiya, mast ho ja pyar me - (2) jo maja ikrar me, woh kahan inkar me pyar me hain mastiya, mast ho ja pyar me jo maja ikrar me, woh kahan inkar me itna kyun sisakna hai, akhir pyar toh karna hai hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2) dard bhee mil jaye toh hain ganwara pyar me - (2) ek khushee kaa aasman hai itne se ikrar me dard bhee mil jaye toh hain ganwara pyar me ek khushee kaa asman hai itne se ikrar me kyun kar ahe bharna hai, akhir pyar toh karna hai hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2) yeh pyar hai ek nasha jindagee kaa na pyar se bach saka dil kisee kaa hona hai, hona hai, pyar kabhee toh hona hai khona hai, khona hai, dil kabhee toh khona hai tadapna hai, tarasna hai, akhir pyar toh karna hai hone do, hone de woh, hone do, hone de woh - (2)


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Rab Di Kasam Alka Yagnik, Udit Narayan
Watanwalo Watan Na Bech Dena Roop Kumar Rathod
Jana Tujhe Jana Toh Jana Maine Yeh Abhijeet, Sadhana Sargam
Deewani Main Ho Gayi Alka Yagnik, Shaan
Watan Waalon Roop Kumar Rathod
Rab Dee Kasam Alka Yagnik, Udit Narayan
Yeh Pyar Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Jaana Maine Abhijeet, Sadhna Sargam
Divana Mai Na Tha, Divana Ban Gaya Shaan, Alka Yagnik
Thath Nawabee Bat Nawabee Alka Yagnik, Anand Raj Anand
Thaath Nawaabi Alka Yagnik, Anand Raj Anand