Tu Fiza Hai Lyrics - Fiza

Tu Fiza Hai Lyrics from Fiza - This Love song is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam & written by Gulzar. song is composed by Anu Malik, A R Rahman

Song Title: Tu Fiza Hai
Movie: Fiza
Singer(s): Alka Yagnik, Sonu Nigam
Lyricist(s): Gulzar
Music By: Anu Malik, A R Rahman
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Hrithik Roshan, Karishma Kapoor, Jaya Bachchan, Neha, Asha Sachdev
Release Date : 2000-01-01


Tu Fiza Hai Song Lyrics

Male Fiza, Fiza, Fiza, Hey Fiza (Tu Hawa Hai, Fiza Hai, Zameen Ki Nahin Tu Ghata Hai To Phir Kyoon Barasti Nahin Udti Rehti Hai Tu Panchhiyon Ki Tarah Aa Mere Aashiyaane Mein Aa) 2 Female Main Hawa Hoon, Kahin Bhi Theherti Nahin Ruk Bhi Jaaoon Kahin Par To Rehti Nahin Maine Tinke Uthaaye Hue Hain Paron Par Aashiyaana Nahin Hai Mera Ghane Ek Ped Se Mujhe Jhoka Koi Leke Aaya Hai Sukhe Ek Patte Ki Tarah Hawa Ne Har Taraf Udaaya Hai Male Aa Na Aa Hey, Aa Na Aa Ek Dafa Is Zameen Se Uthe Paaon Rakhe Hawa Par Zara Sa Ude Female Chal Chale Hum Jahan Koi Rasta Na Ho Male Koi Rehta Na Ho, Koi Basta Na Ho Female Kehte Hai Aankhon Mein Milti Hai Aisi Jaga Male Fiza, Fiza Female Main Hawa Hoon, Kahin Bhi Theherti Nahin Ruk Bhi Jaaoon Kahin Par To Rehti Nahin Maine Tinke Uthaaye Hue Hain Paron Par Aashiyaana Nahin Hai Mera Tum Mile To Kyoon Laga Mujhe Khud Se Mulaaqaat Ho Gayi Kuch Bhi To Kaha Nahin Magar Zindagi Se Baat Ho Gayi Male Aa Na Aa Hey, Aa Na Aa Saat Baithe Zara Der To Haath Thaame Rahe Aur Kuch Na Kahe Female Chhooke Dekhe To Aankhon Ki Khaamoshiyaan Male Kitni Chup Chaap Hoti Hai Sargoshiyaan Female Sunte Hai Aankhon Mein Hoti Hai Aisi Sada Male Fiza, Fiza Tu Hawa Hai, Fiza Hai, Zameen Ki Nahin Tu Ghata Hai To Phir Kyoon Barasti Nahin Udti Rehti Hai Tu Panchhiyon Ki Tarah Aa Mere Aashiyaane Mein Aa Female Main Hawa Hoon, Kahin Bhi Theherti Nahin Ruk Bhi Jaaoon Kahin Par To Rehti Nahin Maine Tinke Uthaaye Hue Hain Paron Par Aashiyaana Nahin Hai Mera


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Aankh Milaungee, Aankh Churaungee Asha Bhosle
Aaja Mahee Mere, Aaja Mahee Mere Alka Yagnik, Udit Narayan
Aaja Mahiya Alka Yagnik, Udit Narayan
Mehboob Mere Karsan Sargathiya, Sunidhi Chauhan
Mehboob Mere, Mehboob Mere Lata Mangeshkar, Mukesh
Gaya Gaya Dil Jane De Sonu Nigam
Naa Le Ke Jao Mere Dost Kaa Janaja Hai Jaspinder Narula
Piya Haji Ali Kadar Ghulam Mustafa, Murtaza Ghulam Mustafa, Shrinivas, A. R. Rahman
Too Hawa Hai, Fija Hai, Jamin Kee Nahee Sonu Nigam, Alka Yagnik
Gaya Gaya Dil Gaya Gaya Chorus, Sonu Nigam
Aankh Milaaoongi Asha Bhosle
Aaja Maahi Mere, Aaja Maahi Mere Alka Yagnik, Udit Narayan
Mehbub Mere, Mehbub Mere Karsan Sargathia, Sunidhi Chauhan
Na Le Ke Jaao Jaspinder Narula