Too Hawa Hai, Fija Hai, Jamin Kee Nahee Lyrics - Fiza

Too Hawa Hai, Fija Hai, Jamin Kee Nahee Lyrics from Fiza - This song is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik & written by Gulzar. song is composed by Anu Malik, A R Rahman

Song Title: Too Hawa Hai, Fija Hai, Jamin Kee Nahee
Movie: Fiza
Singer(s): Sonu Nigam, Alka Yagnik
Lyricist(s): Gulzar
Music By: Anu Malik, A R Rahman
Genre:
Music Label :
Star Cast : Hrithik Roshan, Karishma Kapoor, Jaya Bachchan, Neha, Asha Sachdev
Release Date : 2000-01-01


Too Hawa Hai, Fija Hai, Jamin Kee Nahee Song Lyrics

fija, fija, fija, hey fija.......... (too hawa hai, fija hai, jamin kee nahee too ghata hai, toh phir kyun barastee nahee udti rehtee hai too panchhiyo kee tarah aa mere aashiyane me aa) - (2) mai hawa hu, kahee bhee theharatee nahee ruk bhee jau kahee par toh rehtee nahee maine tinke uthaye huye hain paro par aashiyana nahee hai meraa ghane ek ped se mujhe, jhoka koyee leke aaya hai sukhe ek patte kee tarah, hawa ne har taraf udaya hai aa naa aa.......... hey aa naa aa ek dafa iss jamin se uthe panv rakhe hawa par jara sa ude chal chale ham jahan koyee rasta naa ho koyee rehta naa ho, koyee basta naa ho kehte hai aankho me miltee hai aisee jaga fija, fija mai hawa hu, kahee bhee thehertee nahee ruk bhee jau kahee par toh rehtee nahee maine tinke uthaye huye hain paro par aashiyana nahee hai meraa tum mile toh kyun laga mujhe, khud se mulakat ho gayee kuchh bhee toh kaha nahee magar, jindagee se bat ho gayee aa naa aa hey aa naa aa sat baithe jara der toh hath thame rahe aur kuchh naa kahe chhuke dekhe toh aankho kee khamoshiya kitnee chup chap hotee hai sargoshiya sunte hai aankho me hotee hai aisee sada fija, fija too hawa hai, fija hai, jamin kee nahee too ghata hai toh phir kyun barastee nahee udti rehtee hai too panchhiyo kee tarah aa mere aashiyane me aa mai hawa hu, kahee bhee thehertee nahee ruk bhee jau kahee par toh rehtee nahee maine tinke uthaye huye hain paro par aashiyana nahee hai meraa.........


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Aankh Milaungee, Aankh Churaungee Asha Bhosle
Aaja Mahee Mere, Aaja Mahee Mere Alka Yagnik, Udit Narayan
Aaja Mahiya Alka Yagnik, Udit Narayan
Mehboob Mere Karsan Sargathiya, Sunidhi Chauhan
Mehboob Mere, Mehboob Mere Lata Mangeshkar, Mukesh
Gaya Gaya Dil Jane De Sonu Nigam
Tu Fiza Hai Alka Yagnik, Sonu Nigam
Naa Le Ke Jao Mere Dost Kaa Janaja Hai Jaspinder Narula
Piya Haji Ali Kadar Ghulam Mustafa, Murtaza Ghulam Mustafa, Shrinivas, A. R. Rahman
Gaya Gaya Dil Gaya Gaya Chorus, Sonu Nigam
Aankh Milaaoongi Asha Bhosle
Aaja Maahi Mere, Aaja Maahi Mere Alka Yagnik, Udit Narayan
Mehbub Mere, Mehbub Mere Karsan Sargathia, Sunidhi Chauhan
Na Le Ke Jaao Jaspinder Narula