Sujhao Kuch Lalla Ka Naam Lyrics - Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (2009)

Sujhao Kuch Lalla Ka Naam Lyrics from Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (2009) - This song is sung by Pamela Jain &

Song Title: Sujhao Kuch Lalla Ka Naam
Movie: Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (2009)
Singer(s): Pamela Jain
Lyricist(s):
Music By:
Genre:
Music Label :
Star Cast : Karan Mehra, Hina Khan, Sandeep Mehta, Sanjai Gandhi, Lata Sabharwal
Release Date : 2009-01-12


Sujhao Kuch Lalla Ka Naam Song Lyrics

Sujhao kuch lalla ka naam Sujhao kuch lalla ka naam Lalla sabki aankha ka taara Raam kaho chahein shyaam Sujhao kuch lalla ka naam Sujhao kuch lalla ka naam Haan yeto raaj karega har dil pe To naam rakh do raajan o raajan Boondo sa chham chham barsega To naam rakh do saawan o saawan Buaao ka hain ye to kaam Buaao ka hain ye to kaam Hum rakhenge apne lalla ka achhasa naam Buaao ka hain ye to kaam Paapa jaisa bhola bhaala Hoga ye matwala bhi To naam rakh do shivam o shivam Maa ke jaisa namra ye hoga Hoga bade dilwaala bhi To naam rakhdo naman o naman To kyaa mama hain yahan mehmaan To kyaa mama hain yahan mehmaan Naana naani mama maami Ye rakhenge naam To kyaa mama hain yahan mehmaan To kyaa mama hain yahan mehmaan Haan jeevan mein kabhi ye na haarega To naam rakhdo ajay o ajay Ye har dil mein pyaar jagayegaa To naam rakhdo pranay o pranay Sujhaye papa koi naam Sujhaye papa koi naam To kyaa socha hain paapa ne Apne lalla ka naam Sujhaye papa koi naam Sujhaye papa koi naam Jeevan ke har mod pe ye to Apni raah banayenga To naam rakhdo sawayam o sawayam Jeevan ki har daud mein lalla Numbar one hi aayega To naam rakhdo pratham o pratham Sujhao kuch lalla ka naam Sujhao kuch lalla ka naam Lalla sabki aankha ka taara Raam kaho chahein shyaam Sujhao kuch lalla ka naam Sujhao kuch lalla ka naam.


More lyrics from TV Serial

Lyrics Singer
Pura Ye Sapna Hoga Udit Narayan
O Kanha Ab To Murli Ki Pamela Jain
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (Title)