O Kanha Ab To Murli Ki Lyrics - Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (2009)

O Kanha Ab To Murli Ki Lyrics from Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (2009) - This song is sung by Pamela Jain &

Song Title: O Kanha Ab To Murli Ki
Movie: Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (2009)
Singer(s): Pamela Jain
Lyricist(s):
Music By:
Genre:
Music Label :
Star Cast : Karan Mehra, Hina Khan, Sandeep Mehta, Sanjai Gandhi, Lata Sabharwal
Release Date : 2009-01-12


O Kanha Ab To Murli Ki Song Lyrics

O kanha ab to murli ki madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Main hu teri, prem deewani, mujhko tum pehchaan Madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Jabse tum sang maine apne, naina jod liye hai Kya maiya kya babul sabse, rishte thod liye hai Tere milan ko vyakul hai ye kabse mere praan Madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Saagar se bhi gehari mere prem ki geheraai Lok laaj kul ki mariyada saj kar main toh aayi Meri preeti se o nirmohi ab na bano anjaan Madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Main hu teri, prem deewani mujhko tum pehchaan Madhur suna do taan madhur suna do taan Madhur suna do taan.


More lyrics from TV Serial

Lyrics Singer
Pura Ye Sapna Hoga Udit Narayan
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai (Title)
Sujhao Kuch Lalla Ka Naam Pamela Jain