Mere Dushman Mere Bhai Mere Humsaye Lyrics - Border

Mere Dushman Mere Bhai Mere Humsaye Lyrics from Border - This song is sung by Hariharan & written by Javed Akhtar. song is composed by Anu Malik, Ram Sampat

Song Title: Mere Dushman Mere Bhai Mere Humsaye
Movie: Border
Singer(s): Hariharan
Lyricist(s): Javed Akhtar
Music By: Anu Malik, Ram Sampat
Genre:
Music Label : Venus Records & Tapes
Star Cast : Sunny Deol, Jackie Shroff, Sunil Shetty, Akshaye Khanna, Sudhesh Berry
Release Date : 1997-06-13


Mere Dushman Mere Bhai Mere Humsaye Song Lyrics

sannate kee gehri chhanv, khamoshi se jalte ganv yeh nadiyo par tute huye pul, dharti ghayal aur vyakul yeh khet gamo se jhulse huye, yeh khali raste sehme huye yeh matam karta sara sama, (yeh jalte ghar yeh kala dhuwa -2) ho ho ho ho ho......... hmm hmm hmm hmm.......... mere dushman mere bhai mere humsaye - (2) mujhse tujhse ham dono se yeh jalte ghar kuchh kehte hain barbadee ke saree manjar kuchh kehte hain hay mere dushman mere bhai mere humsaye ho ho ho..... hmm hmm hmm hmm.......... barud se bojhal saree fija, hai maut kee dhup hai lati hawa jakhmon pe hai chhayi lachari, dariyo me hai khilti bimari yeh marte bachche hatho me, yeh maon kaa rone rato me murda basti murda hai nagar, (chehre patthar hain dil patthar -2) ho ho ho..... hmm hmm hmm hmm.......... mere dushman mere bhai mere humsaye - (2) mujhse tujhse ham dono se yeh jalte ghar kuchh kehte hain barbadee ke saree manjar kuchh kehte hain hay mere dushman mere bhai mere humsaye ho ho ho..... hmm hmm hmm hmm.......... mere dushman mere bhai mere humsaye chehro ke dilo ke yeh patthar yeh jalte ghar barbadee ke sare manjar sab mere nagar sab tere nagar yeh kehte hain iss sarhad par pulkarega kab tak nafrat kaa yeh ajgar kab tak nafrat kaa yeh agrak iss sarhad par pulkarega kab tak nafrat kaa yeh ajgar ham apne apne kheto me gehu kee jagah chawal kee jagah yeh banduke kyon bote hain jab dono hee kee galiyo me kuchh bhukke bachche rote hain kuchhbhukhe bachche rote hain aa khaye kasam, abb jung nahee hone paye - (2) aur uss din kaa rasta dekhe, (jab khil uththe tera bhee chaman -2) tera bhee watan mera bhee watan, mera bhee watan tera bhee watan tera bhee watan mere bhee watan ho ho ho..... mere dost mere bhai mere humsaye - (2) ho ho ho..... hmm... aa...


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Humein Jabse Mohabbat Ho Gayi Hai Alka Yagnik, Sonu Nigam
To Chalun Roop Kumar Rathod
Ai Jate Huye Lamho Jara Thehro Rup Kumar Rathod
Hamein Jab Se Mohabbat Alka Yagnik, Sonu Nigam
Hindustan Hindustan Kulbhushan Kharbanda, Shankar Mahadevan, Sonali Rathod, Kulbhushan Kharbanda
Ke Ghar Kab Aaoge Roopkumar Rathod, Sonu Nigam
Sandese Aate Hain Chorus, Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam
Hame Jabse Mohabbat Ho Gayee Hai Sonu Nigam, Alka Yagnik
Lamha Lamha Jalte Rahe Han Iss Pyar Me Shaan
Is Pyaar Mein Shaan
Sandese Aate Hain, Hame Tadpate Hain Sonu Nigam, Roopkumar Rathod
Mere Dushman Mere Bhai Chorus, Hariharan
Haan Is Pyaar Mein Shaan