Song Title: Main Teri Yaadon Mein
Movie: Sanam Teri Kasam 2016
Singer(s): Arijit Singh
Lyricist(s): Subrat Sinha
Music By: Himesh Reshammiya
Genre: Love
Music Label : Eros Now
Star Cast : Harshvardhan Rane, Mawra Hocane, Murli Sharma, Vijay Raaz, Manish Choudhary
Release Date : 2016-02-05
Main Teri Yaadon Mein Song Lyrics
Main teri yaadon mein khoya Main teri yaadon mein uljha Main teri yaadon mein khoya Main teri yaadon mein uljha.. Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main..main na raha Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main..main na raha... Shamon saher kaise lagte zehar jaise Tere bagair aise o o oooo.. Socha nahi kaise hu darbadar jaise Hogi basar aise o o oooo.. Khamoshiyan hai khata meri Tanhaiyan hai saza meri Samjha rahi hai ye duriyan Teri meri nazdeekiyan.. Haan teri yaadon ke ghum hai Hai teri yaadon ki khushiyan.. [repeat once] Tere bin jeena kya mera Tere bin main..main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main..main na raha Sabko khabar hai ye meri saher hai tu Kya bekhabar hai tu o o oooo.. Itni zara si toh haan hai tujhe kehni Kehde nazar se tu o o oooo.. Kya itni hai majbooriyan Kyu itni na manzuriyan Ik mukhtasar si baat hai Phir zindagi bhar ka sath hai Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya.. Tere bin jeena kya mera Tere bin main..main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main..main na raha
More lyrics from Sanam Teri Kasam 2016 Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Haal E Dil Mera | Neeti Mohan |
| Sanam Teri Kasam Title Song | Ankit Tiwari, Palak Muchhal |
| Tera Chehra Jab Nazar Aaye | Arijit Singh |
| Bewajah Nahi Milna Tera Mera | Himesh Reshammiya |
| Kheech Meri Photo | Akasa Singh, Darshan Raval, Neeti Mohan |
| Ek Number | Himesh Reshammiya, Neeti Mohan |