Bewajah Nahi Milna Tera Mera Lyrics - Sanam Teri Kasam 2016

Bewajah Nahi Milna Tera Mera Lyrics from Sanam Teri Kasam 2016 - This Love song is sung by Himesh Reshammiya & written by Sameer Anjaan. song is composed by Himesh Reshammiya

Song Title: Bewajah Nahi Milna Tera Mera
Movie: Sanam Teri Kasam 2016
Singer(s): Himesh Reshammiya
Lyricist(s): Sameer Anjaan
Music By: Himesh Reshammiya
Genre: Love
Music Label : Eros Now
Star Cast : Harshvardhan Rane, Mawra Hocane, Murli Sharma, Vijay Raaz, Manish Choudhary
Release Date : 2016-02-05


Bewajah Nahi Milna Tera Mera Song Lyrics

Yaadon ki kaid mein giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil.. [repeat once] Bewajah nahi milna tera mera Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa Bewajah nahi milna tera mera Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa.. Yaadon ki kaid mein Giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa Bewajah nahi milna tera mera Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa.. Kisi aur ko tu chaahe Kisi aur ko tu soche Is dil ko nahi yeh gawaara hai.. Purkat ka sharara hai Kaisa angaara hai Teri tishnagi ne mujhe maara hai Bewaja nahi milna tera mera Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa.. [repeat one time] Rahe saath adhurapan Chaahe main jahan bhi rahu Kahi sabar mujhe na aata hai Meri berang duniya mein Mere saath tera hona Mujhe rahat kyun de jaata hai.. Bewaja nahi milna tera mera Rehnuma..rehnuma..rehnuma.. [repeat once] Yaadon ki kaid mein giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil Yaadon ki kaid mein giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma..rehnuma..rehnuma Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma..rehnuma..rehnuma..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Haal E Dil Mera Neeti Mohan
Sanam Teri Kasam Title Song Ankit Tiwari, Palak Muchhal
Tera Chehra Jab Nazar Aaye Arijit Singh
Kheech Meri Photo Akasa Singh, Darshan Raval, Neeti Mohan
Ek Number Himesh Reshammiya, Neeti Mohan
Main Teri Yaadon Mein Arijit Singh