Kandhon Se Milte Hain Lyrics - Lakshya

Kandhon Se Milte Hain Lyrics from Lakshya - This Patriotic song is sung by Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay P & written by Javed Akhtar. song is composed by Shankar Eshaan Loy, Ehsaan, Shankar Ehsaan Loy, Shankar Ehsaan Loy

Song Title: Kandhon Se Milte Hain
Movie: Lakshya
Singer(s): Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay P
Lyricist(s): Javed Akhtar
Music By: Shankar Eshaan Loy, Ehsaan, Shankar Ehsaan Loy, Shankar Ehsaan Loy
Genre: Patriotic
Music Label :
Star Cast : Amitabh Bachchan, Preity Zinta, Hritik Roshan
Release Date : 2004-01-01


Kandhon Se Milte Hain Song Lyrics

--MALE-- (Kandhon se milte hain kandhein Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain) - 2 (Ab to hamein aage badhte hai rehna Ab to hamein saathi hai bas itna hi kehna) - 2 Ab jo bhi ho shola banke patthar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana (Kandhon se milte hain kandhein Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain) - 2 Nikle hain maidaan mein Hum jaan hatheli par lekar Ab dekho dam lenge Hum jaake apni manzil par Khatron se hanske khelna Itni to hum mein himmat hai Mode kalaayi maut ki Itni to hum mein taaqat hai Hum sarhadon ke vaaste Lohe ki ek deewaar hai Hum dushmanon ke vaaste Hoshiyaar hain taiyaar hain Ab jo bhi ho shola banke patthar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhein Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain (Josh dil mein jagaate chalo Jeet ke geet gaate chalo) - 2 Jeet ki jo tasveer banaane hum nikle hain Apne lahoo se humko us mein rang bharna hai Saathi maine apne dil mein ab yeh thaan liya hai Ya to ab karna hai, ya to ab marna hai Chaahe angaarein barse ke bijli gire Tu akela nahin hoga yaara mere Koi mushkil ho ya ho koi morcha Saath har mod par honge saathi tere Ab jo bhi ho shola banke patthar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhein Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain Ek chehra aksar mujhe yaad aata hai Is dil ko chupke chupke voh tadpaata hai Jab ghar se koi bhi khat aaya hai Kaagaz ko maine bheegabheega paaya hai O, palkon pe yaadon ke kuch deep jaise jalte hain Kuch sapne aise hain jo saath saath chalte hain Koi sapna na toote koi vaada na toote Tum chaaho jise dil se, voh tumse na roothe Ab jo bhi ho shola banke patthar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhein Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain Chalta hai jo yeh kaarvaan Goonji si hain yeh vaadiyaan Hai yeh zameen yeh aasmaan Hai yeh hawa, hai yeh sama Har raste ne har vaadi ne har parbat ne sada di Hum jeetenge hum jeetenge hum jeetenge har baazi (Kandhon se milte hain kandhein Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain) - 4


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Kitni Baatein Hariharan, Sadhana Sargam
Kitanee Baate Yad Aati Hai Hariharan, Sadhana Sargam
Lakshya Shankar Mahadevan
Kandhon Se Milte Hain Kandhe Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam
Payega Jo Lakshya Hai Teraa Shankar Mahadevan
Kandho Se Milate Hain Kandhe Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay
Agar Main Kahoon Alka Yagnik, Udit Narayan
Mai Aisa Kyun Hu Shaan
Main Aisa Kyun Hoon Shaan
Main Aisa Kyoon Hoon Shaan