Kandhon Se Milte Hain Kandhe Lyrics - Lakshya

Kandhon Se Milte Hain Kandhe Lyrics from Lakshya - This Patriotic song is sung by Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam & song is composed by Shankar Eshaan Loy, Ehsaan, Shankar Ehsaan Loy, Shankar Ehsaan Loy

Song Title: Kandhon Se Milte Hain Kandhe
Movie: Lakshya
Singer(s): Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam
Lyricist(s):
Music By: Shankar Eshaan Loy, Ehsaan, Shankar Ehsaan Loy, Shankar Ehsaan Loy
Genre: Patriotic
Music Label :
Star Cast : Amitabh Bachchan, Preity Zinta, Hritik Roshan
Release Date : 2004-01-01


Kandhon Se Milte Hain Kandhe Song Lyrics

All: (Kandhon Se Milte Hain Kandhe, Qadmon Se Qadam Milte Hain Ham Chalte Hain Jab Aise Toh Dil Dushman Ke Hilte Hain) 2 Kunal: Ab Toh Hamein Aage Badte Hai Rehna Ab Toh Hamein Saathi Hai Bas Itna Hi Kehna Roop Kumar: Ab Toh Hamein Aage Badte Hain Rehna Ab Toh Hamein Saathi Hai Bas Itna Hi Kehna Sonu: Ab Jo Bhi Ho Shola Banke Pathar Hai Pighlaana Hariharan: Ab Jo Bhi Ho Baadal Banke Parbat Par Hai Chhaana All: (Kandhon Se Milte Hain Kandhe, Qadmon Se Qadam Milte Hain Ham Chalte Hain Jab Aise Toh Dil Dushman Ke Hilte Hain) 2 Roop Kumar: Nikle Hain Maidaan Mein Ham Jaan Hatheli Par Le Kar Shankar: Ab Dekho Dam Lenge Ham Jaake Apni Manzil Par Sonu: Khatron Se Haske Khelna, Itni Toh Ham Mein Himmat Hai Kunal: Mode Kalaai Maut Ki, Itni Toh Ham Mein Taaqat Hai All: Ham Sarhadon Ke Waaste Lohe Ki Ik Deewaar Hai Ham Dushmanon Ke Waaste Hoshiyaar Hai Taiyaar Hai Shankar: Ab Jo Bhi Ho Shola Banke Pathar Hai Pighlaana Kunal: Ab Jo Bhi Ho Baadal Banke Parbat Par Hai Chhaana All: Kandhon Se Milte Hain Kandhe, Qadmon Se Qadam Milte Hain Ham Chalte Hain Jab Aise Toh Dil Dushman Ke Hilte Hain Hariharan: Josh Dil Mein Jagaate Chalo, Jeet Ke Geet Gaate Chalo All: Josh Dil Mein Jagaate Chalo, Jeet Ke Geet Gaate Chalo Sonu: Jeet Ki Jo Tasveer Banaane Ham Nikle Hain Apni Lahoo Se Ham Ko Us Mein Rang Bharna Hai Shankar: Saathi Maine Apne Dil Mein Ab Ye Thhaan Liya Hai Ya Toh Ab Karna Hai, Ya Toh Ab Marna Hai Roop Kumar: Chaahein Angaarein Barse Ke Bijli Gire Tu Akela Nahin Hoga Yaara Mere Kunal: Koyi Mushkil Ho Ya Ho Koyi Ho Morcha Saath Har Mod Par Honge Saathi Tere Hariharan: Ab Jo Bhi Ho Shola Banke Pathar Hai Pighlaana All: Ab Jo Bhi Ho Baadal Banke Parbat Par Hai Chhaana Kandhon Se Milte Hain Kandhe, Qadmon Se Qadam Milte Hain Ham Chalte Hain Jab Aise Toh Dil Dushman Ke Hilte Hain Sonu: Ik Chehra Aksar Mujhe Yaad Aata Hai Is Dil Ko Chupke Chupke Woh Tadpaata Hai Hariharan: Jab Gharse Koyi Bhi Khat Aaya Hai Kaagaz Ko Maine Bheega Bheega Paaya Hai Shankar: Palkon Palkon Pe Yaadon Ke Kuch Deep Jaise Jalte Hain Kuch Sapne Aise Hain, Jo Saath Saath Chalte Hain Sonu: Koyi Sapna Na Toote Koyi Waada Na Toote Tum Chaaho Jisse Dil Se Woh Tumse Na Roothhe Hariharan: Ab Jo Bhi Ho Shola Banke Pathar Hai Pighlaana Roop Kumar: Ab Jo Bhi Ho Baadal Banke Parbat Par Hai Chhaana All: Kandhon Se Milte Hain Kandhe, Qadmon Se Qadam Milte Hain Ham Chalte Hain Jab Aise Toh Dil Dushman Ke Hilte Hain Kunal: Chalta Hai Jo Ye Kaarvaan, Gunji Si Hai Ye Waadiyaan Shankar: Hai Ye Zameen, Ye Aasmaan Roop Kumar: Hai Ye Hawa, Hai Ye Sama Sonu: Har Raste Ne, Har Waadi Ne Har Parbat Ne Sada Di All: Ham Jeetenge Ham Jeetenge Ham Jeetenge Har Baazi (Kandhon Se Milte Hain Kandhe, Qadmon Se Qadam Milte Hain Ham Chalte Hain Jab Aise Toh Dil Dushman Ke Hilte Hain) 4 Shankar: Chalta Hai Jo… Ye Kaarvaan…, Gunji Si Hai… Ye Waadiyaan…


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Kitni Baatein Hariharan, Sadhana Sargam
Kitanee Baate Yad Aati Hai Hariharan, Sadhana Sargam
Kandhon Se Milte Hain Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay P
Lakshya Shankar Mahadevan
Payega Jo Lakshya Hai Teraa Shankar Mahadevan
Kandho Se Milate Hain Kandhe Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay
Agar Main Kahoon Alka Yagnik, Udit Narayan
Mai Aisa Kyun Hu Shaan
Main Aisa Kyun Hoon Shaan
Main Aisa Kyoon Hoon Shaan