Aap Kee Aankho Me Kuchh Mehke Huye Se Raj Hai Lyrics - Ghar

Aap Kee Aankho Me Kuchh Mehke Huye Se Raj Hai Lyrics from Ghar - This song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar & written by Gulzar. song is composed by R D Burman, R D Burman, R D Burman

Song Title: Aap Kee Aankho Me Kuchh Mehke Huye Se Raj Hai
Movie: Ghar
Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Gulzar
Music By: R D Burman, R D Burman, R D Burman
Genre:
Music Label :
Star Cast : Vinod Mehra, Rekha
Release Date : 1978-01-01


Aap Kee Aankho Me Kuchh Mehke Huye Se Raj Hai Song Lyrics

aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai - (2) aap se bhee khubsurat aap ke andaz hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai lab hile toh mogare ke phul khilte hai kahee - (2) aap kee aankho me kya sahil bhee milte hai kahee aap kee khamoshiya bhee aap kee aawaj hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai aap se bhee khubsurat aap ke andaz hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai aap kee baton me phir koyee shararat toh nahee - (2) bevajeh tareef karna aap kee aadat toh nahee aap kee badmashiyo ke yeh naye andaz hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai ho aap se bhee khubsurat aap ke andaz hai aap kee aankho me kuchh mehke huye se raj hai


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Botal Se Ek Baat Chali Hai Asha Bhosle, Mohd Rafi
Aap Ke Aankhon Mein Kuchh Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Tere Bina Jiya Jaaye Na Lata Mangeshkar
Tere Bina Jiya Jaye Naa Lata Mangeshkar
Aap Ki Aankhon Mein Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Aaj Kal Paon Jameen Par Nahi Lata Mangeshkar
Fir Wahi Raat Hai Kishore Kumar
Aaj Kal Paw Jamin Par Nahee Padate Mere Lata Mangeshkar
Botal Se Ek Bat Chalee Hai Asha Bhosle, Mohammad Rafi
Phir Wohi Raat Hain Kishore Kumar
Phir Wahee Rat Hain Khwab Kee Kishore Kumar