Aap Ke Aankhon Mein Kuchh Lyrics - Ghar

Aap Ke Aankhon Mein Kuchh Lyrics from Ghar - This song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar & song is composed by R D Burman, R D Burman, R D Burman

Song Title: Aap Ke Aankhon Mein Kuchh
Movie: Ghar
Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist(s):
Music By: R D Burman, R D Burman, R D Burman
Genre:
Music Label :
Star Cast : Vinod Mehra, Rekha
Release Date : 1978-01-01


Aap Ke Aankhon Mein Kuchh Song Lyrics

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai (2) Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Lab Hile To Mogare Ke Phool Khilte Hai Kahin (2) Aap Ki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte Hai Kahin Aap Ki Khaamoshiyaan Bhi Aap Ki Aawaaz Hai Lm: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Aap Ki Baaton Mein Phir Koyi Sharaarat To Nahin (2) Bevajeh Taareef Karna Aap Ki Aadat To Nahin Aap Ki Badmaashiyon Ke Yeh Naye Andaaz Hai Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Lm: Ho Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Botal Se Ek Baat Chali Hai Asha Bhosle, Mohd Rafi
Tere Bina Jiya Jaaye Na Lata Mangeshkar
Tere Bina Jiya Jaye Naa Lata Mangeshkar
Aap Ki Aankhon Mein Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Aaj Kal Paon Jameen Par Nahi Lata Mangeshkar
Fir Wahi Raat Hai Kishore Kumar
Aap Kee Aankho Me Kuchh Mehke Huye Se Raj Hai Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Aaj Kal Paw Jamin Par Nahee Padate Mere Lata Mangeshkar
Botal Se Ek Bat Chalee Hai Asha Bhosle, Mohammad Rafi
Phir Wohi Raat Hain Kishore Kumar
Phir Wahee Rat Hain Khwab Kee Kishore Kumar