Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Ye Kehna Lyrics - Rangeela

Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Ye Kehna Lyrics from Rangeela - This song is sung by Chithra K S, Udit Narayan & written by Mehboob. song is composed by A R Rahman

Song Title: Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Ye Kehna
Movie: Rangeela
Singer(s): Chithra K S, Udit Narayan
Lyricist(s): Mehboob
Music By: A R Rahman
Genre:
Music Label : Tips
Star Cast : Aamir Khan, Urmila Matondkar, Jackie Shroff, Rajesh Joshi, Achyut Potdar
Release Date : 1995-09-08


Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Ye Kehna Song Lyrics

yaaron sun lo zara haan apna ye kehna jeena ho to appun ke jaise hi jeena gaadi bangla nahin na sahi na sahi bank balance nahin na sahi na sahi tv video nahin na sahi na sahi suiting shirting nahin na sahi na sahi inki humko kyon ho fikar jee lo jaise mast kalandar yaaron sun lo zara haan apna ye kehna jeena ho to appun ke jaise hi jeena gaadi bangla agar ho to kya baat hai bank balance se rangeen din raat hai tv video agar hai to kya hai maza dressing hessing se kuchh aur thaath hai inki karlo kuchh to kadar yaaro thoda jaao sudhar yaaron sun lo zara haan apna ye kehna jeena ho to appun ke jaise hi jeena humko dekho hum hain yaara apni marzi ke raaja duniya bole to maza hai na kaho khud ko raaja naam appun ka munna bhai hum kmarein vo jo dil mein samaaye arre dhanda kiya na kiya kya fikar kaun aaya gaya duniya mein kya khabar is duniya se tum jo rahe bekhabar kabhi duniya tumhein na bhulaaye yaaron sun lo zara haan apna ye kehna jeena ho to appun ke jaise hi jeena gaadi bangla nahin na sahi na sahi bank balance nahin na sahi na sahi tv video nahin na sahi na sahi suiting shirting nahin na sahi na sahi inki karlo kuchh to kadar yaaro thoda jaao sudhar kal ka kya hai kisne dekha hum to aaj mein jeete hain jinmein himmat hai nahin vo aisi baatein karte hain uski to tum baat na karna humko dada sub kehte hain arre sheron ke jaisa hai apna jigar ooncha hi raha hai sada apna sar sar se jyaada oonchi rahe ye nazar aasmaan bhi to sar ko jhukaye yaaron sun lo zara haan apna ye kehna jeena ho to appun ke jaise hi jeena gaadi bangla agar ho to kya baat hai bank balance se rangeen din raat hai tv video agar hai to kya hai maza dressing hessing se kuchh aur thaath hai inki humko kyon ho fikar jee lo jaise mast kalandar yaaron sun lo zara haan apna ye kehna hey jeena ho to appun ke jaise hi jeena


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Pyaar Yeh Jaane Kaisa Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Hai Rama Ye Kya Hua Hariharan, Swarnalatha
Tanha Tanha Asha Bhosle
Pyaar Ye Jaane Kaisa Hai Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadekar
Tanha Tanha Yahan Pe Jeena Asha Bhosle
Ho Jaaye Rangeela Re Aditya Narayan, Asha Bhosle
Haay Rama Ye Kya Hua Hariharan, Swarnalatha
Kya Karein Kya Na Karein Ye Kaisi Mushkil Hay Udit Narayan
Maangta Hai Kya Voh Bolo Rahman A R, Shweta Shetty
Kya Karein Kya Na Karein Udit Narayan
Rangeela Re Aditya Narayan, Asha Bhosle