Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha Lyrics from Yeh Vada Raha - This song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar & song is composed by R D Burman, R D Burman, Rahul Dev Burman
Song Title: Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha
Movie: Yeh Vada Raha
Singer(s): Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist(s):
Music By: R D Burman, R D Burman, Rahul Dev Burman
Genre:
Music Label :
Star Cast :
Release Date : 1982-01-01
Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha Song Lyrics
Female La, La La La La La, La La La La La La La La, La La La La, La La La La La Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah 2 Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha La La La La La, La La La La La Main Aawaaz Hoon To Tu Hai Geet Mera 2 Jahan Se Niraala Manmeet Mera Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza Male Kisi Mod Pe Bhi Na Yeh Saath Toote Mere Haath Se Tera Daaman Na Chhoote Female La La, La La La, La La La Kabhi Khwaab Mein Bhi Tu Mujhse Na Roothe Mere Pyaar Ki Koi Khushiyaan Na Loote Male Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza Female Tujhe Main Jahan Ki Nazar Se Chura Loon Kahin Dil Ke Kone Mein Tujhko Chhupa Loon Male Kabhi Zindagi Mein Pade Mushkilein To Mujhe Tu Sambha Le, Tujhe Main Sambha Loon Female O Mil Jaaye Is Tarah, Do Lehre Jis Tarah 2 Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha Both Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jisse Apna Kaha Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza O La La La La La La, La La La La La La La La Phir Ho Na Judaa, Haan Yeh Vaada Raha Female Yeh Vaada Raha
More lyrics from Yeh Vada Raha Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Aaisa Kabhi Hua Nahi | Kishore Kumar |
| Tu Tu Hai Vohi | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Tu Tu Hain Vahi | Kishore Kumar, Asha Bhosle |
| Jeene Ko Toh Jeete Hain Sabhi | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Jine Ko Toh Jite Hain Sabhee | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Aisa Kabhee Huwa Nahee, Jo Bhee Huwa Khub Huwa | Kishore Kumar |
| Too Too Hai Wohee, Dil Ne Jise Apana Kaha | Asha Bhosle, Kishore Kumar |