Treta Ke Shree Ram Chandra Jee Lyrics from Bhajan - This Bhajan song is sung by Unknown & song is composed by Unknown
Song Title: Treta Ke Shree Ram Chandra Jee
Movie: Bhajan
Singer(s): Unknown
Lyricist(s):
Music By: Unknown
Genre: Bhajan
Music Label :
Star Cast :
Release Date : 1900-01-01
Treta Ke Shree Ram Chandra Jee Song Lyrics
treta ke shree ram chandra jee, dwapar ke ghanshyam narayana avataree dono, dono ke rang shyam kis avataree shyam ko khoje, boleree pyaree ankhiya ram shyam hai shyam ram hai, ek rup do ankhiya arey kaun syam khojey too ai bawariya ek shyam dasharath ke lallana, ek baney krishna kanhaiya arey kaun shyam.......... ek shyam lanka pati tare, ek bane kans maraiya arey kaun shyam.......... ek shyam ban me mrig mare, ek bane ras rachaiya arey kaun shyam.......... kavee dienesh kahe shyam sundar do, nainan bich basiya arey kaun shyam..........