Tera Chehara Khuda Ne Lyrics - Galti SIrf Tumhari

Tera Chehara Khuda Ne Lyrics from Galti SIrf Tumhari - This Love song is sung by Zubeen Garg & written by Salim Ashfee. song is composed by Sahil Rayyan and is picturized on Navi Bhangu, Poonam Panday, Manisha Thakur, Ravi Yadav.

Song Title: Tera Chehara Khuda Ne
Movie: Galti SIrf Tumhari
Singer(s): Zubeen Garg
Lyricist(s): Salim Ashfee
Music By: Sahil Rayyan
Genre: Love
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Navi Bhangu, Poonam Pandey, Ravi Yadav, Sunil Thapa, Shyam Lal
Release Date : 2017-12-08


Tera Chehara Khuda Ne Song Lyrics

Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya Sitaro ko phalak se Tod ke bikhra diya Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya Taro taza banawat hai Mohabbat ki likhawat hai Teri jo muskurahat hai Nazakat mein shrarat hai Teri masumiyat ne Chand ko sharma diya Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya.. Teri zulfon ki ye khushbu Har ek lamha kare jaadu Yaha hai tu, waha hai tu Jaha dekhun, hai tu hi tu.. Fizaon ne tumhare Jism ko bosa diya Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya Tera chehara khuda ne Noor se paida kiya.. na re ne na ne..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Aa Bhi Ja Re Aaja Farid Sabri, Sahil Rayyan, Rehaa
Jism Ko Jism Ankit Rajput, Debanjali