Song Title: Tanhayee
Movie: Dil Chahta Hai
Singer(s): Sonu Nigam
Lyricist(s): Javed Akhtar
Music By: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa
Genre: Sad
Music Label : T-Series
Star Cast : Aamir Khan, Saif Ali Khan, Preity Zinta, Akshaye Khanna, Sonali Kulkarni
Release Date : 2001-08-10
Tanhayee Song Lyrics
--MALE-- Tanhaai, tanhaai Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi Har khushi so gayi, zindagi kho gayi Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai - 2 (Khwaab mein dekha tha ek aanchal Maine apne haathon mein Ab toote sapnon ke shishe Chubte hai in aankhon mein) - 2 Kal koi tha yahin, ab koi bhi nahin Banke naagin jaise hai saanson mein laheraayi Tanhaai, tanhaai, palkon pe kitne aansu hai laayi - 2 (Kyoon aisi umeed ki maine Jo aise naakaam hui Door banaayi thi manzil To raste mein hi shaam hui) - 2 Ab kahan jaaoon main, kisko samjhaaoon main Kya maine chaaha tha aur kyoon kismat mein aayi Tanhaai, tanhaai, jaise andhero ki ho gehraayi Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi Har khushi so gayi, zindagi kho gayi Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai - 2 Tanhaai, tanhaai, tanhaai, tanhaai
More lyrics from Dil Chahta Hai Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| dil chahta hai dialogues | Aamir Khan |
| Kaisi Hai Yeh Rut | Srinivas |
| Woh Ladki Hai Kahan | Kavita Krishnamurthy, Shaan, Subramaniam |
| Dil Chahta Hai | Shankar Mahadevan |
| Koi Kahe Kehta Rahe | Shankar Mahadevan, Shaan, Kk, Kay Kay |
| Janey Kyu Log Pyar Karte Hain | Udit Narayan, Alka Yagnik |
| Tanhaai, Tanhaai | Sonu Nigam |
| Jaane Kyoon | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Woh Ladkee Hai Kaha | Shaan, Kavita Krishnamurthy, Subramaniam |