Taja Hawa Lete Hain Lyrics from Best Of Altaf Raja (2009) - This song is sung by Altaf Raja &
Song Title: Taja Hawa Lete Hain
Movie: Best Of Altaf Raja (2009)
Singer(s): Altaf Raja
Lyricist(s):
Music By:
Genre:
Music Label :
Star Cast :
Release Date : 2009-01-01
Taja Hawa Lete Hain Song Lyrics
hum woh deewaane hain (hum woh deewaane hain jo taja hawa lete hain - (2) khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3)) - (2) hum woh deewaane hain aisa lagata hai unhe ishq huwa hai hamase - (3) saamana hote hi saamana hote hi najaro ko jhuka lete hain - (2) khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3) hum woh deewaane hain, samajhe pinewaala hi nahi koyi hamaare jaisa - (3) hum jahaan jaate hain hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain - (2) khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3) hum woh deewaane hain hamako uss waqt najar taajmahal aata hai sach bata ai meri bholi bhali, too hai kis des ki rehanewaali tera chaukas maraathi badan hai, raajputi tera baankpan hai julf bangaal ki kaali kaali, naagan aassam ki tujhame paayi dekhane ki ada hai bihaari, orissa ka hai tujhme khumaari aandhra ke namak main dhali hai, aur kashmir ki tu kali hai lucknow jaisi hai tujhme najaakat, madhya pardes ki hai sharaarat saadagi tujhame madraas ki hai, khushabu mysore ki sandali hai bholaapan tujhame gujraat ka hai, kerala ka tu roshan diya hai tune paayi hai goa ki masti, tujhame punjab ki tandrusti dil ki dilli teri raajdhani - (2) saari duniya teri hai deewaani - (3) hamako uss waqt najar taajmahal aata hai - (2) jab woh angdaayi ko jab woh angdaayi ko, haat apane utha lete hain - (2) khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3) hum woh deewaane hain jo taja hawa lete hain - (2) khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3) hum woh deewaane hain...
More lyrics from Best Of Altaf Raja (2009) Movie
Lyrics | Singer |
---|---|
Aaj Ki Raat Na Ja Pardesi | Altaf Raja |
Ik Dard Sabhi Ko Hota Hai | Altaf Raja |
Pehale Toh Kabhi Kabhi Ghum Tha | Altaf Raja |
Thoda Intjaar Ka Maja Lijiye | Altaf Raja |
Kar Lo Pyaar | Altaf Raja |
Aankhein Hi Na Royi Hai | Altaf Raja |
Koyi Patthar Se Na Maare Mere Deewaane Ko | Altaf Raja |
Dil Ka Haal Sune Dilwaala | Altaf Raja |