Song Title: Shukrana Gul Khile
Movie: Shikara - A Love Letter From Kashmir
Singer(s): Abdul Rashid Shah, Munir Ahmad Mir
Lyricist(s): Bashir Arif
Music By: Sandesh Shandilya, Abhay Rustom Sopori, Rohit Kulkarni, Maestro Abhay Rustum Sopori
Genre: Marriage
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Aadil Khan, Sadia, Faisal Simon
Release Date : 2020-02-07
Shukrana Gul Khile Song Lyrics
Tu hai abb jo bahoon mein Karaar hai, rab ka shukrana Saanson mein hai nashaa.. Khumaar hai rab ka shukrana Tu hi abb mera deen hai Imaan hai.. Rab ka shukrana Mera kalma hai tu Azaan hai Rab ka shukranaa... Rab ka.. shukranaa Tu mila toh sab mila Abb kisi se kya gilaa Tujhme simtoon Aa mein bikhroon.. Teri bahoon mein Tu mila toh sab mila Abb kisi se kya gilaa Tujhme simtoon Aa mein bikhroon Teri bahoon mein Fanaa ho jaon main Tu hi ab duniya meri Jahan hai rab ka shukrana Khwaabon ki khayalon ki.. Udaan hai rab ka shukrana Rab ka shukrana Tu hi ab mera deen hai Imaan hai rab ka shukrana.. Mera kalma hai tu Azaan hai rab ka shukrana Sab se ho jaon parey.. Jo ishaara tu karey Ab toh rehna hai Tujhi mein gumshudaa hoon main.. Sab se ho jaon parey Jo ishaara tu karey Ab toh rehna hai Tujhi mein gumshudaa hoon main Ho teri bahoon mein Jazbon ka ab toh naya Bayaan hai rab ka shukrana Naya rutbaa nayi shaan hai Rab ka shukrana Tu hi ab mera deen hai Imaan hai Rab ka shukrana Mera kalma hai tu Azaan hai tu Rab ka shukrana Rab kaa.. Rab kaa.. Rab kaa.. Shukranaaa...
More lyrics from Shikara - A Love Letter From Kashmir Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Ghar Bhara Sa Lage | Angaraag Mahanta (papon), Shreya Ghoshal |
| Aye Waadi Shehzadi | Adil Khan, Angaraag Mahanta (papon) |
| Chattar Pattar | Mika Singh |
| Mar Jaayein Hum | Angaraag Mahanta (papon), Shradha Mishra |
| Teri Arzoon Mein | Kaushiki Chakraborty, Angaraag Mahanta (papon) |
| Umr Guzri | Adil Khan |