Shikaayat Hai Lyrics from Jism - This Sad song is sung by Roop Kumar Rathod & written by Sayeed Quadri. song is composed by M M Kareem
Song Title: Shikaayat Hai
Movie: Jism
Singer(s): Roop Kumar Rathod
Lyricist(s): Sayeed Quadri
Music By: M M Kareem
Genre: Sad
Music Label : Saregama-HMV
Star Cast : John Abraham, Bipasha Basu, Gulshan Grover, Ranvir Shorey, Anahita Uberoi
Release Date : 2003-01-17
Shikaayat Hai Song Lyrics
--MALE-- Shikaayat hai, shikaayat hai, shikaayat hai Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai - 2 Jo usko mil nahin sakta Jo usko mil nahin sakta kyoon uski chaahat hai Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai Tukdon tukdon mein mujhse roz milne waale sun Jab mukammal nahin milna to koi khwaab na bun Tanha tanha hoon main, mujhe teri zaroorat hai Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai Yeh teri zulfein, teri aankhen uff yeh tera per hai Aur khushboo se mahekta hua yeh gora sa badan Jaanta hoon main yeh ke kisi gair ki amaanat hai Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai Bin tere mujhko zindagi se khauff lagta hai Kiston kiston mein mar raha hoon roz lagta hai Is liye mujhko apne zindagi se nafrat hai Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai Shikaayat hai, shikaayat hai, shikaayat hai
More lyrics from Jism Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Jaadu Hai Nasha Hai ? II | Shaan, Shreya Ghoshal |
| Awarapan Banjarapan, Ek Hala Hai Sine Me | Kk |
| Awaarapan Banjaarapan ? II | M. M. Kreem |
| Chalo Tumko Lekar Chale | Shreya Ghoshal |
| Mere Khwabon Ka | Udit Narayan |
| Chalo Tumko Lekar Chale Ham Unn Fijao Me | Shreya Ghoshal |
| Jadu Hai Nasha Hai Madhoshiya Hai | Shreya Ghoshal |
| Mere Khwaabon Ka | Udit Narayan |
| Jaadu Hai Nasha Hai | Shreya Ghoshal |
| Shikayat Hai | Roop Kumar |
| Awaarapan Bajaarapan | K. K. |
| Shikayat Hai, Shikayat Hai | Roop Kumar Rathod |
| Jadu Hai Nasha Hai Madhoshiya - Part 2 | Shaan, Shreya Ghoshal |
| Jadu Hai Nasha Hai Part 2 | Shaan, Shreya Ghoshal |
| Awaarapan Banjaarapan ? III | M. M. Kreem |
| Awaarapaan Banjarapaan - Ii | M. M. Kareem |
| Awaarapaan Banjarapaan Iii | M.m. Kareem |
| Yeh Duneeya Hee Jannat Thee | M.m. Kareem |