Saraswati Yeh Tera Lyrics - Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar

Saraswati Yeh Tera Lyrics from Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar - This song is sung by Sonu Nigam & written by Ibrahim Ashq. song is composed by Anand Milind

Song Title: Saraswati Yeh Tera
Movie: Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar
Singer(s): Sonu Nigam
Lyricist(s): Ibrahim Ashq
Music By: Anand Milind
Genre:
Music Label :
Star Cast :
Release Date : 1900-01-01


Saraswati Yeh Tera Song Lyrics

--MALE-- Oh oh oh oh, oh oh oh oh, oh oh oh oh - 2 Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar Kisne ghar yeh diya diya hai Kisne kabzaa kiya kiya Aisa kaise hua hua hai Sab kuch tujhko pataa pataa (Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2 (Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2 Kaise yeh bhole bhaale andar se kaale hai Humne to saap jaise ghar hi mein paale hai Din raat yeh to humko daste hi rehte hai Phir bhi sherif yeh to apne ko kehte hai (Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2 (Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2 Jispe bharosa kijiye, dhoka voh deta hai Jaagir hum jaiso ki voh daab leta hai Daiyya dikhaane waale thokar hi khaate hai Seedhe ko duniya waale ullu banaate hai (Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2 (Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2 Kisne ghar yeh diya diya hai Kisne kabzaa kiya kiya Aisa kaise hua hua hai Sab kuch tujhko pataa pataa (Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2 (Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2 Oh oh oh oh, oh oh oh oh, oh oh oh oh - 4


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Govinda Alka Yagnik, Babul Supriyo
Hasta Hua Yeh Shrikumar
Kuch Pyar Bhi Kar Adnan Sami Khan
Hasaate Ho Rulaate Ho Abhijeet, Alka Yagnik
Mil Jaaye Khazaana Kay Kay, Shaan