Saawariya Saawariya Lyrics - Swades

Saawariya Saawariya Lyrics from Swades - This Love song is sung by Alka Yagnik & written by Javed Akhtar. song is composed by A R Rehman, A R Rahman, A R Rahman

Song Title: Saawariya Saawariya
Movie: Swades
Singer(s): Alka Yagnik
Lyricist(s): Javed Akhtar
Music By: A R Rehman, A R Rahman, A R Rahman
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Shah Rukh Khan, Gayatri Joshi
Release Date : 2004-01-01


Saawariya Saawariya Song Lyrics

--FEMALE-- (saawariya saawariya main to hui baawariya tune mann moh liya saawariya ho) - 2 uljha sa yeh mann hai sulgha sa yeh tann hai sapno ka saawan hai naino ka aangan hai chalke mann gaagariya saawariya ho saawariya ho saawariya saawariya main to hui baawariya tune mann moh liya saawariya ho jo tu yunh paas aaya hai jo tu yuhn dil pe chaaya hai to maine kya paaya hai kaise kahoon haan kahin dhadkan ki kaliyaan hain kahin sapno ki galiyaan hain jo mann mein rang raliyaan hain kaise kahoon tu jo mujhe aise behkaaye kabhi kabhi mujhe to badi laaj si aaye bhooli hoon main jaise apni dagariya jabse hai dekhi maine prem nagariya, prem nagariya saawariya saawariya main to hui baawariya tune mann moh liya saawariya ho tu jo mila mujhe to yeh saara sama badal gaya khilne lage phool se meri raaha mein phir yunh laga mujhe ke yeh dharti nayee huyee nayaa ambar hua teri aur meri chaaha mein chanchal hawa taraana koi gaaye nadiya bhi koi kahani kehti jaaye jabse mili sajana tujhse najariya ho gayi hai sudh bhudh ki mujhse gathariya saawariya saawariya saawariya saawariya main to hui baawariya tune mann moh liya saawariya ho


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Pal Hai Bhaari Ashutosh Gowariker, Madhusree, Vijay Prakash
Yeh Tara Woh Tara Master Vignesh, Udit Narayan Baby Pooja
Dekho Na Alka Yagnik, Udit Narayan
Yeh Jo Des Hai Tera A R Rehman, A.r. Rahman
Dekho Na, Zara Dekho Na Alka Yagnik, Udit Narayan
Yun Hi Chala Chal Hariharan, Kailash Kher, Udit Narayan
Ye Taara Woh Taara Baby Pooja, Master Vignesh, Udit Narayan
Yunh Hi Chala Chal Hariharan, Kailash Kher, Udit Narayan
Pal Pal Hai Bhaari Ashutosh Gowariker, Madhusree, Vijay Prakash
Saanwariya Saanwariya Alka Yagnik
Aahista Aahista Aahista Aahista Sadhna Sargam, Udit Narayan