Song Title: Saanson Ne
Movie: Dabangg 2
Singer(s): Sonu Nigam, Tulsi Kumar
Lyricist(s): Irfan Kamal
Music By: Sajid, Wajid
Genre: Romantic
Music Label :
Star Cast : Salman Khan, Sonakshi Sinha, Prakash Raj, Arbaaz Khan, Vinod Khanna
Release Date : 2012-12-21
Saanson Ne Song Lyrics
Saanson ne baandhi hai dor piya,Tohre liye humra dhadke jiya Saanson ne baandhi hai dor piya,Tohre liye humra dhadke jiya Reh rehke dil mera thum sa gaya... Chuke mujhe tune jab yeh kaha..... Goriya main tere sang zindagi bitaaunga Rab se yeh maine hai vaada kiya Saanson ne baandhi hai dor piya.... Tohre liye humra dhadke jiyaa...... Batiyaan tohre naina hum se joh na karte Haaye raam kasam jeete jee mar jaate Arey aise kaise oh ji yoon hi tum mar jaate ho Tum joh na hote hum kyun duniya mein aate Ki teri meri ik zindagi...Ha sang teri preet lagi Ho pal pal bhadegi,Haan maine bhi yeh rab se vaada kiya haye.. Sanson ne bandhi hai dor piya,Tohre liye humra dhadke jiya Saat janam ke saathi...Hum hai diya tum baati Ho roshan basera hai ghar tera mera Humre chaand ko takhne....Taare bhi niklein hai Haye nazar na lagey tujhko baahon mein gehra Oh chal hut jao ji.....Nazdeek aao ji Hum toh ji haarey jii...... Haan maine bhi yeh rab se vaada kiya haye.. Saanson Ne baandhi hai dor piya Tohre liye humra dhadke jiya Reh rehke dil mera thum sa gaya,Chuke mujhe tune jab yeh kaha Goriya main tere sang zindagi bitaaunga Rab se yeh maine hai......Vaada kiya
More lyrics from Dabangg 2 Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Dabangg 2 Dialogues | Salman Khan |
| Fevicol Se | Mamta Sharma, Wajid Ali, Keerthi Sagathia, Uvie, Shadaab Faridi |
| Dagabaaz Re | Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghosal |
| Pandeyji Seeti | Wajid Ali, Mamta Sharma, Shreya Ghosal |
| Dabangg Reloaded | Sukhwinder Singh |