Saale Sapne Lyrics - PadMan

Saale Sapne Lyrics from PadMan - This Happy song is sung by Mohit Chauhan & written by Kausar Munir. song is composed by Amit Trivedi and is picturized on Akshay Kumar.

Song Title: Saale Sapne
Movie: PadMan
Singer(s): Mohit Chauhan
Lyricist(s): Kausar Munir
Music By: Amit Trivedi
Genre: Happy
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Akshay Kumar, Sonam Kapoor, Radhika Apte, Amitabh Bachchan, Biju Menon
Release Date : 2018-02-09


Saale Sapne Song Lyrics

Saale sapne.. O saale sapne Udde baadal ka ek tukda kaise main todu Doobe doobe dariya ka ek kona kaise nichodun Kaise batao na raat din Kaatu main dhup ke dooriyaan Baandhu main chawn ke boriyaan Jaanu na.. O saale sapne main tere sadke Bas gaya hai tu meri nash mein Ab jaha tu Aa raha hoon main waha O saale sapne main tere sadke Ho gaya hoon main tere bas mein Ab jaha tu Aa raha hoon main waha Haan maine chand ko churake Maine loriyaan sunake Maine khud ko tha sulaya So ja.. Par tunne battiyaan jala di Tunne dhajiyaan udda di Tunne neend se uthaya Abbe saale sapne.. Ab to jagunga main raat din Hosh udda doonga main tera Picha na chhodunga main tera Chhodunga na.. O saale sapne main tere sadke Bas gaya hai tu meri nash mein Ab jahan tu Aa rahan hoon main wahan O saale sapne main tere sadke Ho gaya hoon main tere bas mein Ab jahan tu Aa rahan hoon main wahan.. Tu bhi hai bada kamina Main bhi kam nahi deewana Dono ka hai ek gaana Ho ho.. Haha.. Aaja chod de bagawat Aaja odh le mohabbat Aaja tujhse kya chhipana Abey saale sapne.. Mujhko bhi latt hai teri Tujhko bhi chaska mera Ek hi rashta tera mera Aao na.. O saale sapne main tere sadke Bas gaya hai tu meri nash mein Ab jahan tu Aa raha hoon main wahan O saale sapne main tere sadke Ho gaya hain tu mere bas mein Ab jahan tu Aa raha hoon main wahan..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Aaj Se Teri Arijit Singh
Ladki Sayaani Ho Gayi Rani Kaur, Jonita Gandhi, Yashika Sikka, Yashita Sharma
Pad Man (Title Song) Mika Singh
Hu Ba Hu Amit Trivedi