Qayamat Lyrics - Deewane

Qayamat Lyrics from Deewane - This Love song is sung by Alka Yagnik, Sukhwindara Singh & written by Sameer. song is composed by Sanjeev Darshan, Sanjeev Darshan

Song Title: Qayamat
Movie: Deewane
Singer(s): Alka Yagnik, Sukhwindara Singh
Lyricist(s): Sameer
Music By: Sanjeev Darshan, Sanjeev Darshan
Genre: Love
Music Label :
Star Cast : Ajay Devgan, Urmila Matondkar, Mahima Chaudhry, Paresh Rawal, Gulshan Grover
Release Date : 2000-01-01


Qayamat Song Lyrics

--MALE-- Yeh aankhen, yeh masti Yeh aankhen, yeh masti Yeh palkein, yeh kaajal Yeh zulfein, yeh khushboo Yeh choodi, yeh paayal Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat - 2 --FEMALE-- Yeh chehraa, yeh tevar Yeh qaatil adaayein Yeh premi, yeh paagal Yeh chaahat, yeh mohabbat Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat - 2 --MALE-- Yeh aankhen, yeh masti Yeh palkein, yeh palkein, yeh palkein, yeh palkein Yeh kaajal, yeh kaajal, yeh kaajal, yeh kaajal Aashiq hai kaun voh, tum aashiqui ho jiski Shaayar hai kaun voh, tum shaayari ho jiski --FEMALE-- Hue tum deewane yunhi to nahin Chala koi jaadu kahin naa kahin, kahin naa kahin --MALE-- Haan kahin naa kahin, kahin naa kahin --FEMALE-- Yeh jaadu, yeh jaadu, yeh jaadu Yeh rangat, yeh rangat --MALE-- Yeh jalwa, yeh jalwa, yeh jalwa Yeh jawaani --FEMALE-- Dilbar mere sanam, mehboob mere yaara Badla hai aaj kyoon andaaz yeh tumhaara --MALE-- Karoon kya koi zor chalta nahin Sambhaale se bhi dil sambhalta nahin, sambhalta nahin --FEMALE-- Haan sambhalta nahin, sambhalta nahin --MALE-- Yeh mauje --FEMALE-- (La la la la la la la) --MALE-- Yeh saagar --FEMALE-- (La la la la la la la) --MALE-- Yeh hawaayein, yeh mausam --FEMALE-- (La la la la la la la) Yeh mehfil, yeh nagma Yeh shonkhi, yeh aalam --MALE-- Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat --FEMALE-- Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat --MALE-- Yeh aankhen, yeh aankhen --FEMALE-- Yeh chehraa, yeh chehraa --MALE-- Yeh masti, yeh masti --FEMALE-- Yeh tevar, yeh tevar --MALE-- Yeh palkein, yeh kaajal Yeh zulfein --FEMALE-- Yeh premi --MALE-- Yeh khushboo --FEMALE-- Yeh paagal --MALE-- Yeh choodi --FEMALE-- Yeh chaahat --MALE-- Yeh paayal --FEMALE-- Yeh mohabbat --MALE-- Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat --FEMALE-- Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat --MALE-- Haan, qayamat, qayamat, qayamat, qayamat --FEMALE-- Haan, qayamat, qayamat, qayamat, qayamat


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Qayamat, Qayamat Sukhwinder Singh, Alka Yagnik
Sajna Ne Phool Mariya Jaspinder Narula, Sukhvinder Singh
Deewane Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan
Divane Pyar Key Hain Ham Divane Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik
Ay Dil Itna Bata De Hariharan
Deewane, Pyaar Ke Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan
Sajna Ne Phul Mariya Sukhwindara Singh, Jaspinder Narula
Ishq Da Gunjal Jaspinder Narula, Sukhvinder Singh
Churao Na Dil Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Jab Ishk Da Gunjal Pad Jayee Jaspinder Narula
Ai Dil Itna Bata De Kya Yahee Pyar Hai Hariharan