Prem Ki Naiyya Hai Raam Ke Bharose Lyrics from Ajab Prem Ki Ghazab Kahani - This song is sung by Neeraj Shridhar, Suzzane D' Mello & song is composed by Pritam Chakraborty, Pritam, Pritam Chakraborty Dj Suketu, Pritam Chakraborty Kaialsh Kher Naresh P, Prit
Song Title: Prem Ki Naiyya Hai Raam Ke Bharose
Movie: Ajab Prem Ki Ghazab Kahani
Singer(s): Neeraj Shridhar, Suzzane D' Mello
Lyricist(s):
Music By: Pritam Chakraborty, Pritam, Pritam Chakraborty Dj Suketu, Pritam Chakraborty Kaialsh Kher Naresh P, Prit
Genre:
Music Label :
Star Cast : Ranbir Kapoor, Katrina Kaif, Upen Patel, Darshan Jariwala, Smita Jaykar
Release Date : 2009-01-01
Prem Ki Naiyya Hai Raam Ke Bharose Song Lyrics
(sapano mein aayike jaayike o ri goriya hamari churaai le nindiya) - (2) hum pe giraaike haay re tu bijuriya hamase churaaile hum ka bahaaron mein tu hai, najaaron mein tu hai dekhu jidhar main wahaan tu dikhaayi de (prem ki naiyya hai raam ke bharose apani naiyaa ko paaar tu lagaai de) - (2) katate katate kat na jaaye bina hi pyaar ko paaye dekho meri saari hi umar karu main kya kahin toh hoga koyi upaay ke meri tu ho jaaye chaahe mujhako tu bhi umrr bhar, karu main kya kya mantar padhu main, kya tantar karu main aankhon ki chaahat tujhe bhi dikhaayi de (prem ki naiyya hai raam ke bharose apani naiyaa ko paaar tu lagaai de) - (2) dil ko dil ki prem kahaani jaruri huyi sunaani dil ki baat kaise main kahun, karu main kya samajhe na tu baat woh pagali dil ki adalabadali abb toh bin kiye main na rahu karu main kya main reh bhi na paau, main keh bhi na paau bole bina kaise tujhako sunaai de (prem ki naiyya hai raam ke bharose apani naiyaa ko paaar tu lagaai de) - (2) sapano mein aayike jaayike o ri goriya hamari churaai le nindiya hum pe giraaike haay re tu bijuriya hamase churaaile hum ka bahaaron mein tu hai, najaaron mein tu hai dekhu jidhar main wahaan tu dikhaayi de (prem ki naiyya hai raam ke bharose apani naiyaa ko paaar tu lagaai de) - (2)
More lyrics from Ajab Prem Ki Ghazab Kahani Movie
Lyrics | Singer |
---|---|
Tu Jaane Na | Atif Aslam, Ashish Pandit, Rana Mazumdar, Soham, Kailash Kher, Naresh, Paresh |
Tera Hone Laga Hoon | Alisha Chinai, Atif Aslam |
O By God | Mika, Sunidhi Chauhan |
Follow Me | Hard Kaur |
Main Tera Dhadkan Teri | Hard Kaur, Kk, Sunidhi Chauhan |
Aa Jaao Meri Tamanna | Javed Ali, Jojo |