Song Title: Piya Samaye
Movie: Mulk
Singer(s): Arshad Hussain
Lyricist(s): Shakeel Azmi
Music By: Prasad Sashte, Anurag Saikia
Genre: Qawwali
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Taapsee Pannu, Rishi Kapoor, Neena Gupta, Prateik Babbar, Rajat Kapoor
Release Date : 2018-08-03
Piya Samaye Song Lyrics
More piya, more piya More piya re, piya.. More piya more More piya, more piya Ho more piya More piya.. Sab sakhiyon ka piya pyaara Sab mein hai aur sabsoon nyaara Sab sakhiyon ka piya pyaara.. Sab sakhiyon ka piya pyaara Sab mein hai aur sabsoon nyaara Sab sakhiyon ka piya pyaara Sab mein hai aur sabsoon nyaara Bhaa giya, mujhe ye bha Jaagi hai milne ki chah Sab sakhiyon ka piya pyaara Aaaa..aa.. Sab sakhiyon ka piya pyara Sab mein hai aur sabsoon nyaara Sab sakhiyon ka piya pyaraa.. Hhooooo..oo.. Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye.. Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye.. Ni sa sa ni sa re sa Ni sa sa ni sa re sa Ma pa dha pa ma ga re.. Ni sa sa ni sa re sa Ni sa sa ni sa re sa Ma pa dha pa ma ga re.. Hoo.... Saat rang hain saaton piya ke Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke Saat rang hain saaton piya ke Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke.. Saaton se mil ke.. Saaton se mil ke bhayi main ujhli Koi hara koi gerua bataaye.. Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye.. Hoo... Kashi bhi mujh mein.. Kaaba bhi mujh mein Ghee mora dar, mori chaukhat Ishq hai more.. piya ka mazhab Kehu se mora, kahe ka jhanjhat Kahe ka jhanjhat.. Mandir ke chhajje ki main goreya Peepal hai mora rain basera Masjid ke gumbaj ki main kabootar Main jo udun to hove sawera Tu hai aisi rangaani Bhayi na purani Indra dhanush hai mori chunariya Piya ko more mehu na dekhun Dekhe magar more mann ki nazariya.. More mann ki nazariya... Hooo.. Saat rang hain saaton piya ke Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke Saat rang hain saaton piya ke Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke.. Saaton se mil ke.. Saaton se mil ke bhayi main ujhli Koi hara koi gerua bataaye Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye Piya samaye, piya samaye Jiya mein more piya samaye...
More lyrics from Mulk Movie
Lyrics | Singer |
---|---|
Khudara | Vishal Dadlani |
Thenge Se | Suvarna Tiwari |