Phailee Huyee Hai Sapno Kee Bahe Lyrics - House No. 44

Phailee Huyee Hai Sapno Kee Bahe Lyrics from House No. 44 - This song is sung by Lata Mangeshkar & written by Sahir Ludhianvi. song is composed by S D Burman

Song Title: Phailee Huyee Hai Sapno Kee Bahe
Movie: House No. 44
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Music By: S D Burman
Genre:
Music Label :
Star Cast :
Release Date : 1900-01-01


Phailee Huyee Hai Sapno Kee Bahe Song Lyrics

aa aa aa aa aa......... (phailee huyee hai sapno kee bahe, aaja chal de kahee dur wahee meree manjil wahee teree rahe, aaja chal de kahee dur) - (2) unche ghat ke sang tale chhip jaye dhundhlee fija me kuchh khoye khuchh paye, oh unche ghat ke unche ghat ke sang tale chhip jaye dhundhlee fija me kuchh khoye kuchh paye dhadkan kee lay par koyee aisee dhun gaye dede jo dilko dilki panahe aaja chal de kahee dur phailee huyee hai sapno kee bahe, aaja chal de kahee dur aa aa aa aa aa......... jhula dhalakta ghire ghire ham jhume ambar toh kya hai taro kee bhee lab chhule, jhula dhalakta jhula dhalakta ghire ghire ham jhume ambar toh kya hai taro kee bhee lab chhule mastee mai jhule aur sabhee gham bhule pichhe naa pichhe mudke nigahe aaja chal de kahee dur phailee huyee hai sapno kee bahe, aaja chal de kahee dur wahin meree manjil wahin teree rahe, aaja chal de kahee dur


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Dekh Idhar O Jadugar Asha Bhosle
Teree Duneeya Me Jine Se Toh Hemant Kumar
Tum Chalo Hamare Sath Balama, Dariyo Naa Asha Bhosle
Chup Hain Dharatee, Chup Hain Chanad Sitare Hemant Kumar
Tum Chalo Hamaare Saath Balama ... Aag Lage Bangale Mein Asha Bhosle