Pehla Pehla Pyaar Ho Gaya Lyrics from Jaal - The Trap - This Love song is sung by Kumar Sanu & written by Sameer. song is composed by Anand Raj Anand, Anand Raaj Anand
Song Title: Pehla Pehla Pyaar Ho Gaya
Movie: Jaal - The Trap
Singer(s): Kumar Sanu
Lyricist(s): Sameer
Music By: Anand Raj Anand, Anand Raaj Anand
Genre: Love
Music Label :
Star Cast :
Release Date : 1900-01-01
Pehla Pehla Pyaar Ho Gaya Song Lyrics
--MALE-- Hey hey hey hey hey hey Hey hey hey hey hey hey, hey Pehla pehla pyaar ho gaya Pehli pehli baar ho gaya, haan Pehla pehla pyaar ho gaya Pehli pehli baar ho gaya Yeh kya mujhko yaar ho gaya Pehli nazar mein ban gaya Main tera deewaana, main tera deewaana - 2 Pehla pehla pyaar ho gaya Pehli pehli baar ho gaya Yeh kya mujhko yaar ho gaya Pehli nazar mein ban gaya Main tera deewaana, main tera deewaana Main tera deewaana, main tera deewaana haan (Ho, dil ko pata tha na mujhko khabar thi Kitni haseen meri shaam-o-saher thi) - 2 Haal kabhi na tha mera aisa Tune jagaaya dard yeh hai kaisa, oye oye oye Jo tera deedaar ho gaya Teer jigar ke paar ho gaya Yeh kya mujhko yaar ho gaya Pehli nazar mein ban gaya Main tera deewaana, main tera deewaana - 2 (O, yeh bechaini jaan gaya main Is pe to qurbaan gaya main) - 2 Ek junoon hai ek nasha sa hai Is chaahat ka apna maza sa hai, oye oye oye Bin bole ikraar ho gaya Bin bole izhaar ho gaya Yeh kya mujhko yaar ho gaya Pehli nazar mein ban gaya Main tera deewaana, main tera deewaana - 5 Main tera deewaana, main tera deewaana haan
More lyrics from Jaal - The Trap Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Ek Ladakee Bas Gayee Mere Mann Me | Udit Narayan |
| Ek Ladki Bas Gayi | Saswati Phukan, Udit Narayan |
| Hamsafar Ke Liye | Alka Yagnik |
| Jo Pyaar Tumne | Chitra, K. K. |
| Jo Pyar Tumne Mujhse Kiya Hai | Chitra, Kk |
| Pehla Pehla Pyar Ho Gaya | Kumar Sanu |
| Sona Sona Soniye | Udit Narayan |
| Sona Sona Soniye Nee Rup Da Najara | Udit Narayan |