Paisa Hi Rang Roop Hai Lyrics - Paisa (1957)

Paisa Hi Rang Roop Hai Lyrics from Paisa (1957) - This Comedy & Funny song is sung by Mohammed Rafi & written by Lalchand Bismil, Nazir Akbarabadi. song is composed by Ram Ganguly

Song Title: Paisa Hi Rang Roop Hai
Movie: Paisa (1957)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Lalchand Bismil, Nazir Akbarabadi
Music By: Ram Ganguly
Genre: Comedy & Funny
Music Label : Saregama
Star Cast : Prithviraj Kapoor, Uzra Mumtaz, Kuldip Kaur, Pushpa, Ravi
Release Date : 1957-01-01


Paisa Hi Rang Roop Hai Song Lyrics

Paisa Hi Rang Rup Hai Paisa Hi Mal Hai Paisa Na Ho To Admi Charkhe Ki Mal Hai Paise Hi Ka Amir Ke Dil Me Khyal Hai Paise Hi Ka Fakir Bhi Karta Sawan Hai Paisa Hi Fauj Paisa Hi Jaho Jalal Hai Paise Hi Ka Tamam Ye Dango Dalal Hai.. Paisa Hi Bas Batata Hai Insan Ki Jat Ko Bin Paise Saga Bhai Bhi Puche Na Bat Ko Paisa Hi Jeb Deta Hai Byah Or Barat Ko Paisa Ho Pas Dulha Bane Adhi Rat Ko Dekho Kabar Uthate Hai Paise Ke Waste Teero Sana Lagate Hai Paise Ke Waste Maidan Me Jakham Khate Hai Paise Ke Waste Ya Takhte Sar Kata Te Hai Paise Ke Waste Paisa Hi Badi Cheez Hai Ye Khub Kaha Hai Bismil Magar Nazir Ne Ye Bhi To Likha Hai Paise Se Jo Ulfat Tujhe Ho Jayegi Baba Dukh Isme Teri Ruh Bahut Payegi Baba Daulat Jo Teri Yahi Na Kam Aayegi Baba Phir Kya Tujhe Allah Se Milwayegi Baba Bedar Khabardar Ho Is Bat Se Mat Bhul Ye Kabar Me To Sath Nahi Jayegi Baba Bukho Ko Garibo Ko Yatimo Ko Khila Ja Warna Ye Tujhe Bojh Tadpayegi Baba Paise Ke Pet Me Kabhi Aana Nahi Baba Insaniyat Pe Dag Lagana Nahi Baba Insaniyat Pe Dag Lagana Nahi Baba Insaniyat Pe Dag Lagana Nahi Baba...


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Deep Jalenge Geeta Dutt
Tum Meri Raakho Laaj Hari Geeta Dutt