Song Title: O Re Khuda
Movie: Rush
Singer(s): Javed Bashir
Lyricist(s): Kumaar
Music By: Pritam Chakraborty
Genre:
Music Label :
Star Cast : Emraan Hashmi, Neha Dhupia, Sagarika Ghatge, Aditya Pancholi, Dune Kossatz
Release Date : 2012-10-26
O Re Khuda Song Lyrics
O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. Meri zindagi ki har khushi mein shaamil tum ho Meri bandagi ki har ghadi mein shaamil tum .. Ho maine jitni bhi duaayein maangi ab tak rab se Meri unn sabhi duaaon ka haasil tum .. Ik mauj hoon main aur mera sahil tum ho Aur ik safar hoon main hoon meri manzil tum .. Maine jitni bhi duaayein maangi ab tak rab se Meri unn sabhi duaaon ka haasil tum .. O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. O Re Khuda khuda khuda khuda ..... (2) Meri zindagi ka khushnama sa mausam tum ho Oh meri tishnagi ka manchila sa saavan tum .. Kabse mujhe tamanna hai tumko paane ki Ab chodh bhi do mujhko aazmana tum .. Ho mere raastein mein baadlon ka aana tum ho Meri dhoop mein ho baarishon ka aana tum .. Tumhein yaad karta rehta hoon main din mein shab mein Meri yaad se kabhi na door jaana tum .. O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. Dil ke mehmaan teri yaad liye baithein hain Zabte dil kisse kahin zapt kiye baithein hain .. Maut se kehdo faraz hum ko na majboor kare Jinki cheez hai hum unko diye baithein hai .. O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. O Re Khuda ... Yeh tune kya kiya, Gum de diya gum de diya .. Khudaaa .....
More lyrics from Rush Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Tum Bin Jee Na Sakoon | |
| Chup Chup Ke Milta Nahi | Shaan |
| Mumkin Nahin | Tulsi Kumar, Anupam Amod |
| Yaari Teri | |
| Fukraa | Jazzy B, Hard Kaur |
| Rab Ka Junoon | Inderpreet Singh |