Naino Ke Pokhar Lyrics - Laali Ki Shaadi Mein Laddoo Deewana

Naino Ke Pokhar Lyrics from Laali Ki Shaadi Mein Laddoo Deewana - This Sad song is sung by Mohammad Irfan, Vipin Patwa & written by Dr Sagar. song is composed by Arko Pravo Mukherjee, Vipin Patwa, Revant Shergill, Siddharth Pandit

Song Title: Naino Ke Pokhar
Movie: Laali Ki Shaadi Mein Laddoo Deewana
Singer(s): Mohammad Irfan, Vipin Patwa
Lyricist(s): Dr Sagar
Music By: Arko Pravo Mukherjee, Vipin Patwa, Revant Shergill, Siddharth Pandit
Genre: Sad
Music Label : Zee Music Company
Star Cast : Vivaan Shah, Akshara Haasan, Gurmeet Choudhary, Kavitta Verma, Darshan Jariwala
Release Date : 2017-04-07


Naino Ke Pokhar Song Lyrics

Uljhi si ek dor hai koi Khamoshi mein shor hai koi Kisko ye batlaye kya dil puchhe ab mera Uljhi si ek dor hai koi Khamoshi mein shor hai koi Kisko ye batlaye kya dil puchhe ab mera.. Aankhon se zarne kyun phut-te hai Naino ke pokhar kyun sukhte hai Ashqo mein sapne beh jaate hai kyun Waade adhure reh jaate hai kyun Kyun hota hai ehsaas khone ka Kyun hota hai main jaanu na Kyun hota hai gham kisi ke khone ka Kyun hota hai main jaanu na.. Saanse begaani ho gayi hai Dhadkan parai si lage Oo saari fizaao mein yahaan ghul Koi ruswaai si lage Khwaabon ke moti kyun tut-te hai Khushiyon ke mausam kyun ruthate hai Bin bole naina keh jaate hai kyun Alfaaz hothon pe reh jaate hai kyun Kyun hota hai ehsaas khone ka Kyun hota hai main jaanu na Kyun hota hai gham kisi ke khone ka Kyun hota hai main jaanu na.. Uljhi si ek dor hai koi Khamoshi mein shor hai koi Kisko ye batlaye kya dil puchhe ab mera Uljhi si ek dor hai koi Khamoshi mein shor hai koi Kisko ye batlaye kya dil puchhe ab mera...


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Mano Ya Na Mano Malini Awasthi
Jaane Kya Tujhse Rishta Hai Mera Ankit Tiwari, Arko Pravo Mukherjee
Laali Ki Shaadi Sukhwinder Singh
Rog Jaane - Mohit Version Mohit Lalwani, Palak Muchhal
Rog Jaane Palak Muchhal, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Bezubaan Ishq Hai Krishnakumar Kunnath (k.k)