Nahin Hona Tha Lyrics - Pardes

Nahin Hona Tha Lyrics from Pardes - This Sad song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan, Hema Sardesai, Sabri Brothers & written by Anand Bakshi. song is composed by Ghulam Mohammad, Nadeem Shravan, Nadeem Sharvan

Song Title: Nahin Hona Tha
Movie: Pardes
Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan, Hema Sardesai, Sabri Brothers
Lyricist(s): Anand Bakshi
Music By: Ghulam Mohammad, Nadeem Shravan, Nadeem Sharvan
Genre: Sad
Music Label :
Star Cast : Shahrukh Khan, Amrish Puri, Mahima Chaudhry, Apoorva Agnihotri, Alok Nath
Release Date : 1997-01-01


Nahin Hona Tha Song Lyrics

O Rabba O Rabba ye Mohabbat Bhi Ek Ibaadat Hai aur Ye Ibaadat Bhi Ek Mohabbat Hai ye Bhi Deewangi Hai Vo Bhi Deewangi Hai ye Bhi Dil Ki Lagi Hai Vo Bhi Dil Ki Lagi Hai mujhko Kya Ho Gaya Sabko Hairangi Hai ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar nahin Hona Tha arre Nahin Hona Tha arre Nahin Hona Tha Nahin Hona Tha Nahin Hona Tha arre Nahin Hona Tha arre Nahin Hona Tha nahin Hona Tha Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar nahin Hona Tha arre Nahin Hona Tha nahin Hona Tha Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar is Pyaar Ke Ye Kis Mod Par vo Chal Diye Mujhko Chhod Kar aage Ja Na Sakoon Peechhe Ja Na Sakoon gam Dikha Na Sakoon Gam Chhupa Na Sakoon gam Dikha Na Sakoon Gam Chhupa Na Sakoon saamne Mere Aag Pe Dariya Doobke Jaana Paar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar nahin Hona Tha Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar zamaana Dilon Ko Nahin Jaanta Hai zamaana Ko Ye Dil Nahin Maanta Hai nahin Aur Koi Faqat Ishq Hai Vo jo Aashik Ki Nazron Ko Pehchaanta Hai jo Aashik Ki Nazron Ko Pehchaanta Hai ab Waqt Faisle Ka Nazdeek Aa Gaya Hai kya Faisla Karoon Main Dil Ne To Ye Kaha Hai dil Dil Dil Ne To Ye Kaha Hai dil Dil Dil Dil Ne To Ye Kaha Hai jeene Ka Hai Shauk To Marne Ko Ho Ja Taiyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar nahin Hona Tha Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar vaapas Kar Aayi Baabul Ko Main Shaadi Ka Joda maine Pyaar Ko Pahan Liya Hai Pyaar Ko Sar Pe Odha phek Di Maine Gali Mein Jhoothi Rasmon Ki Angoothi tod Diye Sab Laaj Ke Pehre Main Har Kaid Se Chhooti pag Pag Thokar Khaaon Chalti Jaoon Akhiyaan Meeche aage Mere Saajan Ka Ghar Duniya Reh Gayi Peechhe aayi Ki Dua Maango Main Bichhda Yaar Mujhe Mil Jaaye mere Teeron Murshid Mera Pyaar Mujhe Mil Jaaye apne Lal Dupatta Maine Dil Ke Khoon Se Ranga apne Lal Dupatta Maine Dil Ke Khoon Se Ranga ye Sangam Ho Jaaye Saagar Se Mil Jaaye Ganga saagar Se Mil Jaaye Ganga saagar Se Mil Jaaye Ganga saagar Se Mil Jaaye Ganga nahin Hona Tha Nahin Hona nahin Hona Tha Nahin Hona nahin Hona Tha Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar nahin Hona Tha Nahin Hona nahin Hona Tha Nahin Hona nahin Hona Tha Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar ho Gaya Hai Mujhe Pyaar meri Mehbooba Meri Mehbooba meri Mehbooba Meri Mehbooba meri Mehbooba pyaar


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Yeh Duniya Ek Dulhan.... I Luv My India Kavita Krishnamurthy, Hariharan, Aditya Narayan, Shankar Mahadevan
I Love My India Aditya Narayan, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan
I Love My India (Part 2) Kavita Krishnamurthy
Kisi Roz Tumse Mulaakat Hogi Alka Yagnik, Kumar Sanu
Meri Mehbooba Alka Yagnik, Kumar Sanu
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar Udit Narayan, Anuradha Paudwal
Jaha Piya Waha Mai, Mere Piya Waha Mai Chitra, Shankar Mahadevan
Do Dil Mil Rahe Hain Kumar Sanu
Do Dil Mil Rahe Hai Kumar Sanu
Deewana Dil Hema Sardesai, Sonu Nigam
Jahan Piya Wahan Main Chitra, Shankar Mahadevan
Deewana Hai Ye Dil Hema Sardesai, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam
I Luv My India (Part 2) Kavita Krishnamurthy
Do Dill Mile Rahe Hain Kumar Sanu
Kisee Roj Tumase Mulaakaat Hogee Kumar Sanu, Alka Yagnik
Yeh Dil, Divaana, Divaana Hai Yeh Dil Udit Narayan