Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics - Shararat

Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics from Shararat - This Ghazals song is sung by Talat Aziz & written by Bahadur Shah Zafar. song is composed by Shankar Jaikishan, Sajid Wajid, Sajid Wajid

Song Title: Na Kisi Ki Aankh Ka
Movie: Shararat
Singer(s): Talat Aziz
Lyricist(s): Bahadur Shah Zafar
Music By: Shankar Jaikishan, Sajid Wajid, Sajid Wajid
Genre: Ghazals
Music Label :
Star Cast : Abhishek Bachchan, Hrishita Bhatt, Amrish Puri, Helen, Om Puri
Release Date : 2001-01-01


Na Kisi Ki Aankh Ka Song Lyrics

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon 2 Na Kisi Ke Dil Ka Qaraar Hoon Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Sake Main Voh Ek Musht E Ghobaar Hoon Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon Mera Rang Roop Bigad Gaya Mera Yaar Mujhse Bichhad Gaya Jo Chaman Fizaa Mein Ujad Gaya Main Ussi Ki Fasle Bahaar Hoon Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon Na Kisi Ke Dil Ka Qaraar Hoon Main Kahan Rahoon, Main Kahan Basoon Na Yeh Mujhse Khush, Na Voh Mujhse Khush Main Zameen Ki Peeth Ka Boj Hoon Main Falak Ke Dil Ka Ghobaar Hoon Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon Paye Faateha Koi Aaye Kyoon Koi Chaar Phool Chadaaye Kyoon Koi Aake Shamma Jalaaye Kyoon 2 Main Voh Bekasi Ka Mazaar Hoon Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon Na Kisi Ke Dil Ka Qaraar Hoon Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Sake Main Voh Ek Musht E Ghobaar Hoon Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Ajab Hai Dastan Teri Ay Mohd Rafi
Dil Kehta Hai Sonu Nigam
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon Talat Aziz
Dil Ne Pyar Kiya Mohd Rafi
Kuch Tum Kaho Sonu Nigam
Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Arvinder Singh, Hariharan
Mastana Albela Arvinder Singh, Hariharan, Mahitosh, Sanjeevni Bhelende, Sarfaraz Khan, Saud Khan, Shr
Yeh Main Kahan Sonu Nigam
Ek Ladki Mujhe Alka Yagnik, Sonu Nigam
Kuch Tum Kaho, Kuch Hum Kahe Hariharan
Mehki Hawaaon Mein K K, Sonu Nigam, K. K.