Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja Lyrics - Kunwara

Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja Lyrics from Kunwara - This song is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam & written by Sameer. song is composed by Aadesh Shrivastava

Song Title: Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja
Movie: Kunwara
Singer(s): Alka Yagnik, Sonu Nigam
Lyricist(s): Sameer
Music By: Aadesh Shrivastava
Genre:
Music Label :
Star Cast : Govinda, Urmila Matondkar, Kader Khan, Om Puri, Johnny Lever
Release Date : 2000-01-01


Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja Song Lyrics

meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja - (2) ikraar kar mujhe pyaar kar, maan kehna mera tararam tararam tara tararam tararam - (2) chal mera pichha chhod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de -(2) ikraar kar na pyaar kar, maan kehna mera tararam tararam tara tararam tararam - (2) tujhe chhedane mein aata hai mujhe bada hi maja - (2) maja yeh kahin ban na jaaye raaja tumhaari saja yun matak matak ke chal na, aise rang badal na na haath tere aayungi, mujhe dekh ke aise jal na iss rang se iss roop se tune loota mujhe tararam tararam tara tararam tararam - (2) chal mera pichha chhod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de ikraar kar na pyaar kar, maan kehna mera tararam tararam tara tararam tararam - (2) saari umar na bhulega main karungi aisa haal - (2) mera yeh dil kehta hai mein chhu lu gulaabi gaal gul karungi teri batti na dikha pyaar ki patti takraar kare kyun aise, chal kar le mujhase patti ja dur ja na paas aa yun na baatein bana na na na tararam tararam tara tararam tararam - (2) meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja - (2) ikraar kar mujhe pyaar kar, maan kehna mera tararam tararam tara tararam tararam - (2)


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Sun Mere Sasure Sonu Nigam, Vinod Rathod
Na Hira Na Moti Sonu Nigam, Hema Sardesai
Mai Kunwara Aa Gaya Sonu Nigam
Main Kunwara Aagaya Sonu Nigam
Sun Mere Sasure Mai Tujhko Jhukaunga Sonu Nigam, Vinod Rathod
Mehendi Rachaake Alka Yagnik, Kumar Sanu
Main Kunwara Sonu Nigam
Jab Ladka Ho Kunwaara Alka Yagnik, Sonu Nigam
Yeh Ladki Jawaan Ho Gayi Alka Yagnik, Kumar Sanu
Urmila Yeh Urmila Alka Yagnik, Sonu Nigam