Mere Maula Lyrics from Khakee - This Sad song is sung by Kailash Kher, Richa Sharma & written by Sameer. song is composed by Ram Sampat
Song Title: Mere Maula
Movie: Khakee
Singer(s): Kailash Kher, Richa Sharma
Lyricist(s): Sameer
Music By: Ram Sampat
Genre: Sad
Music Label :
Star Cast : Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Ajay Devgan, Aishwarya Rai, Tusshar Kapoor
Release Date : 2004-01-01
Mere Maula Song Lyrics
--FEMALE-- Maula maula mere maula maula mere maula maula Mere maula maula mere maula maula ho karam Maula maula mere maula maula mere maula maula Mere maula karam ho karam - 4 Tumse fariyaad karte hain hum - 2 Mere maula karam ho karam - 3 Yeh zameen aur yeh aasmaan Tere kabze mein hai do jahaan Sab pe tu hi to hai meherbaan Hum tere dar se jaaye kahan Tu hi sunta hai sab ki sada Tu hi rakhta hai sab ka karam Mere maula karam ho karam - 2 Bekason ko sahaara mile Doobton ko kinaara mile Sar se toofaan pal mein tale Jo tera ek ishaara mile Tu kare jo meherbaaniyaan Door ho jaaye har ek gham Mere maula karam ho karam - 4 --MALE-- Jaaye to kahan jaaye tere dar ke siva maula Taskeen kahan paaye tere ghar ke siva maula Is duniya pe tere karam ka saaya maula Daaman kahan failaaye tere dar ke siva maula --FEMALE-- Maula maula maula Mere maula karam ho karam - 2
More lyrics from Khakee Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| Dil Duba Dil Duba | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Dil Dooba | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Tu Hi Meri Aashqi Jaaneman | Unknown |
| Waada Raha Waada Raha | Shreya Ghoshal, Arnab Chakraborty |
| Waada Raha ? Sad | Sonu Nigam |
| Mere Maula Karam Ho Karam | Kailash Kher, Richa Sharma |
| Mere Maula Maula | Kailash Kher, Richa Sharma |
| Kaisa Jadu Dala Re | Sunidhi Chauhan |
| Kaisa Jadoo Dala Re | Sunidhi Chauhan |
| Aisa Jaadoo | Sunidhi Chauhan |
| Yuhee Ham Tumse Pyar Karte Rahe | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Kaisa Jadu Dala Re (Remix) | Sunidhi Chauhan |
| Uppar Wale | Sonu Nigam, Sukhwinder Singh, Kunal |
| Yunhi Hum Tumse Pyaar | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Kaisa Jadoo Remix | Sunidhi Chauhan |
| Waada Raha | Arnab Chakravorty, Shreya Ghoshal |