Meharbaan Meharbaan Lyrics from Tehzeeb - This Others song is sung by Asha Bhosle, Sukhvinder Singh & song is composed by A R Rehman, A R Rahman
Song Title: Meharbaan Meharbaan
Movie: Tehzeeb
Singer(s): Asha Bhosle, Sukhvinder Singh
Lyricist(s):
Music By: A R Rehman, A R Rahman
Genre: Others
Music Label :
Star Cast : Namrata Shirodkar, Rishi Kapoor, Shabana Azmi, Urmila Matondkar, Arjun Rampal
Release Date : 2003-01-01
Meharbaan Meharbaan Song Lyrics
Asha: Meharbaan⦠Meharbaan⦠Meharbaan⦠Asha: Eh Meharbaan, Meharbaan, Meharbaan, Meherabaan (Kyun Ho Naaraaz Tum, Kyun Ho Tum Badgumaan.. Meharbaan, Hey Meharbaan, Meharbaan, Meharbaan) 2 Sukhwinder: Meharbaan, Meharbaan 6 Asha: Ab Toh Ham Hain Mile, Chhodo Shikwe Gile.. Jo Meri Bhool Thi, Maine Woh Maan Li Both: Pyaar Dil Mein Raha, Par Na Tum Se Kaha Sukhwinder: Pyaar Dil Mein Raha, Par Na Tum Se Kaha Asha: Maine Honton Pe Rakh Li Thi Khaamoshiyaan.. Both: Meharbaan Asha: Eh Both: Meharbaan, Meharbaan Asha: Eh Asha: Maine Samjha Tha Tum, Jaan Loge Mujhe⦠Maine Samjha Tha Pehchaan Loge Mujhe⦠Mere Gusse Mein Bhi Rang Tha Pyaar Ka⦠Lafz Inkaar Ka, Lehza Iqraar Ka⦠Ye Jo Andaaz The 2, Tumse Kab Raaz The Ankahi Ansuni Phir Ye Kyun Daastaan⦠Meharbaan, Meharbaan, Meharbaan, Meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, Meharbaan 6 Asha: Aao Tumse, Aao Tumse Kahoon Dil Ki Har Baat Tumse Kar Doon Bayaan, Apne Jazbaat Main Tumse Kar Doon Bayaan, (Apne Jazbaat Main) Tum Agar Paas Ho To Nahin Koyi Gham Main Rahoon Na Rahoon, Tum To Ho Kam Se Kam Waqt Ki Raah Par Mera Agla Qadam Mujhko Paaoge Tum, Jaaoge Tum Jahaan Meharbaan, Meharbaan 2, Meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, Meharbaan 3 Asha: Meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, Meharbaan 3 Asha: Meharbaan Baan Baan Meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, Meharbaan 3 Asha: Ma Ma Ma Ma Ma, Meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, Meharbaan 3 Asha: Eh
More lyrics from Tehzeeb Movie
| Lyrics | Singer |
|---|---|
| I Wanna Be Free | Anupama, Mathangi |
| Khoyi Khoyi Aankhein Hain | Shaan |
| Khoyee Khoyee Aankhe Hain | Shaan |
| Aap Ko Mujhase Gila Hota Naa Shikva Hota | Sujata Bhattacharya, Vijaya |
| Sabak Aisa Padhha Diya Tune | Sujata Bhattacharya |
| Na Shikva Hota | Sujata Bhattacharya |
| Mujhape Tufaan Uthaaye Logo Ne | Sujata Bhattacharya |
| Sabaq Aisa | Sujata Bhattacharya |
| I Wanna B Free, I Wanna B Free | Anupama, Mathangi |
| Meharbaan Meharbaan Meharbaan | Asha Bhosle, Sukhwinder Singh |