Manzoor E Khuda Lyrics - Thugs Of Hindostan

Manzoor E Khuda Lyrics from Thugs Of Hindostan - This Dance song is sung by Ajay Gogavale, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan & written by Amitabh Bhattacharya. song is composed by Atul Gogavale, Ajay Gogavale and is picturized on Katrina Kaif, Amitabh Bachchan, Aamir Khan.

Song Title: Manzoor E Khuda
Movie: Thugs Of Hindostan
Singer(s): Ajay Gogavale, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya
Music By: Atul Gogavale, Ajay Gogavale
Genre: Dance
Music Label : YRF Music
Star Cast : Aamir Khan, Amitabh Bachchan, Katrina Kaif, Fatima Sana Shaikh, Jackie Shroff
Release Date : 2018-11-08


Manzoor E Khuda Song Lyrics

Baba lauta de mohey gudiya mori Angana ka jhoolna bhi Imli ki daar waali muniya mori Chandi ka painjna bhi.. Ik haath mein chingariyan Ik haath mein saaz hai Hansne ki hai aadat humein Har gham pe bhi naaz hai.. Aaj apne tamaashe pe mehfil ko Karke rahenge fida Jab talak na karein jism se jaan Hogi nahi ye juda Manzoor-e-khuda Manzoor-e-khuda Anjaam hoga humara jo hai Manzoor-e-khuda Manzoor-e-khuda manzoor-e-khuda Manzoor-e-khuda manzoor-e-khuda Toote sitaaron se roshan huaa hai Noor-e-khuda.. Ho chaar din ki ghulami Jism ki hai salaami Rooh toh muddaton se aazaad hai Ho.. Hum nahin hain yahan ke Rehne wale jahaan ke Woh sheher aaasman mein aabaad hai Ho khilte hi ujadna hai Milte hi bichhadna hai Apni toh kahaani hai yeh.. Kaagaz ke shikaare mein Dariya se guzarna hai Aisi zindagaani hai yeh Zindagani ka humpe jo hai karz Kar ke rahenge adaa Jab talak na karein jism se jaan Hogi nahi ye juda Manzoor-e-khuda Manzoor-e-khuda Anjaam hoga humara jo hai Manzoor-e-khuda Manzoor-e-khuda manzoor-e-khuda Manzoor-e-khuda manzoor-e-khuda Toote sitaaron se roshan huaa hai Noor-e-khuda Baba lauta de mohey gudiya mori Angana ka jhoolna bhi Imli ki daar waali muniya mori Chandi ka painjna bhi..


More lyrics from Movie

Lyrics Singer
Lori Amitabh Bachchan
Suraiyya Shreya Ghoshal, Vishal Dadlani
Vashmalle Sukhwinder Singh, Vishal Dadlani